SEARCH RESULTS
Showing search results for "siim-bar"
Ghazal MATCHES FOR "siim-bar"
Ghazal
safed phuul mile shaaKH-e-siim-bar ke mujhe
KHizaa.n ko kuchh na milaa be-libaas kar ke mujhe
Wazir Agha
Ghazal
aayaa hai mujh ko ek but-e-siim-bar se KHat
mai.n kyo.n javaab me.n na likhuu.n aab-e-zar se KHat
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
hai ab to vo hame.n us sarv-e-siim-bar kii talab
ki taa.iraan-e-havaa se hai baal-o-par kii talab
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
rahe raqiib se baaham vo siim-bar mahzuuz
hu.aa na aah kaa apne kabhii asar mahzuuz
Mah Laqa Chanda
Ghazal
aave jo naaz se miraa vo but-e-siim-bar ba-bar
kaahe ko le phire mujhe meraa nasiib dar-ba-dar
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
halqa-e-aadaa me.n hai vo siim-bar
ganj hai jis jaa vahaa.n viiraana hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Zafar Moradabadi
Ghazal
ek muddat haram-o-dair me.n Dhuu.nDaa naahaq
siim-bar dil me.n nihaa.n thaa mujhe maaluum na thaa
Hayat Amrohvi
Ghazal
nigaah-e-qahr hogii yaa mohabbat kii nazar hogii
maza de jaa.egii dil se agar ai siim-bar hogii
Bismil Azimabadi
Ghazal
jab siim-bar ke Gam se hu.aa rang juu.n talaa
tab sab ne jaa aziiz kiyaa misl-e-zar mujhe
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
mehr-e-tal.at zohra-paikar mushtarii-ruu mah-jabii.n
siim-bar siimaab-tab o siim-saaq o siim-tan
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
zar kyaa hai maal tujh pe kare.n naqd-e-jaa.n nisaar
itnaa to aur kaun hai ai siim-bar ki ham
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
o siim-bar KHayaal-e-azaab-e-firaaq se
haasil dil-o-jigar ko hai siimaab kaa KHavaas