SEARCH RESULTS
Showing search results for "silsila-dar-silsila"
Ghazal MATCHES FOR "silsila-dar-silsila"
Ghazal
silsila-dar-silsila juzv-e-adaa honaa hii thaa
aaKHirash terii nazar kaa mudda.aa honaa hii thaa
Zulfiqar Naqvi
Ghazal
sitaare silsila-dar-silsila raushan rahe.nge
magar ik aa.ina maGmuum ho jaa.egaa mujh me.n
Ahmad Rizwan
Ghazal
kahii.n qiyaam na thaa qaafila safar me.n rahaa
Gubaar silsila-dar-silsila nazar me.n rahaa
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
ek vahshat daa.era-dar-daa.era phirtii rahii
ek sahraa silsila-dar-silsila raushan hu.aa
Aziz Nabeel
Ghazal
mai.n silsila-dar-silsila ik naama-e-raushan
kis harf-e-bashaarat kaa dabistaa.n huu.n bataa.o
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Qazi Ansar
Ghazal
ik dhu.e.n se ik dhu.e.n tak har tajassus kaa safar
silsila dar silsila hai raushnii-dar-raushnii
Ramesh Tanha
Ghazal
kal mai.n KHud se silsila-dar-silsila miltaa rahaa
aalam-e-tanhaa.ii jaise dasht-e-tanhaa.ii ke baad
Pirzada Qasim
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
mai.n asiir-e-zulf-e-jaanaa.n mujh ko aazaadii kahaa.n
silsila-dar-silsila hai silsila zanjiir kaa
Meer Anjum Parvez
Ghazal
aarzuu naayaaft kii hai silsila-dar-silsila
hai numuud-e-karb-e-laa-haasil bhii haasil ke qariib
Alamtaab Tishna
Ghazal
guzar ga.e tire kuuche se ajnabii kii tarah
ki ham se silsila-e-baam-o-dar na thaa ko.ii
Sahar Ansari
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kitnii du.aa.e.n duu.n tirii zulf-e-daraaz ko
kitnaa vasii.a silsila-e-daam kar diyaa