SEARCH RESULTS
Showing search results for "silsila-e-aab-shaar"
Ghazal MATCHES FOR "silsila-e-aab-shaar"
Ghazal
abhii to jhelnaa hai sa.nglaaKH chashmo.n ko
abhii to silsila-e-aab-shaar baaqii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
aa.nkh viiraa.n thii kisii dasht-e-tapaa.n kii suurat
ham ise silsila-e-aab-e-ravaa.n tak laa.e
Badr Muneer
Ghazal
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye silsila-e-shaam-o-sahar yuu.nhii nahii.n hai
har qaafila sargarm-e-safar yuu.nhii nahii.n hai
Roohi Kanjahi
Ghazal
ab silsila-e-qissa-e-shab TuuT rahaa hai
ab izn ataa ho to kahaanii kare.n ham bhii
Saud Usmani
Ghazal
Wazir Agha
Ghazal
ye bhii kyaa nazm-e-jahaa.n hai ki azal se ab tak
bas vahii silsila-e-shaam-o-sahar baaqii hai
Suroor Barabankvi
Ghazal
qariib aa to sahii ai Gazaal-e-shab mere
tire dukho.n kaa mudaavaa kare.nge lab mere
Yawar Azeem
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
paataa nahii.n jo lazzat-e-aah-e-sahar ko mai.n
phir kyaa karuu.ngaa le ke ilaahii asar ko mai.n
Asghar Gondvi
Ghazal
hisaab ho chukaa kotaah-dastiyo.n kaa to ab
KHayaal-e-silsila-e-gesuu-e-daraaz kare.n
Muzaffar Shikoh
Ghazal
manzar-e-KHema-e-shab dekhne vaalaa hogaa
vo charaaGo.n ko bujhaa.egaa ujaalaa hogaa
Saleem Siddiqui
Ghazal
dast-e-vahshat me.n ye apnaa hii garebaa.n kab tak
KHatm ab silsila-e-chaak-e-garebaa.n kar de.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Sultan Akhtar
Ghazal
bas KHair kii ho KHair du.aa aa.o ye maa.nge.n
lagtaa hai ki ab shar ke taraf-daar bahut hai.n
Pinhaan
Ghazal
ab ko.ii silsila-e-tark-o-talab hii na rahaa
aa.nkh me.n ek bhii manzar na rukaa us ke liye