SEARCH RESULTS
Showing search results for "sipaas-guzaar"
Ghazal MATCHES FOR "sipaas-guzaar"
Ghazal
chalaayaa jaa.e dil-e-sang par jo teshaa-e-fan
ko.ii sipaas-guzaar-e-hunar nikaalaa jaa.e
Yawar Warsi
Ghazal
ha.nsii labo.n pe sajaa.e udaas rahtaa hai
ye kaun hai jo mire ghar ke paas rahtaa hai
Ejaz Rahmani
Ghazal
jo na naqd-e-daaG-e-dil kii kare sho'la paasbaanii
to fasurdagii nihaa.n hai ba-kamiin-e-be-zabaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
us dil me.n kar guzar jo ye tiir-e-aah ulTe
ik pal me.n sab falak kii ye baargaah ulTe
Sanaullah Firaq
Ghazal
uThaa KHema yahaa.n se kuuch kar aahista aahista
abhii to KHair mumkin hai safar aahista aahista
Sana Gorakhpuri
Ghazal
jab us kaa idhar ham guzar dekhte hai.n
to kar dil me.n kyaa kyaa hazar dekhte hai.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
shauq kaa rang bujh gayaa yaad ke zaKHm bhar ga.e
kyaa mirii fasl ho chukii kyaa mire din guzar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
zamaane-bhar me.n ko.ii bhii vafaa-sipaas nahii.n
KHudaa-shanaas bahut hai.n adaa-shanaas nahii.n
Syed Mazhar Gilani
Ghazal
kaalii ghaTaa me.n chaa.nd ne chehra chhupaa liyaa
phuulo.n kii rut ne baaG se KHema uThaa liyaa
Taj Saeed
Ghazal
agarche ahd-e-junuu.n kii hikaayate.n hai.n aur
zabaan-e-KHalq pe lekin rivaayate.n hai.n aur