SEARCH RESULTS
Showing search results for "sipaas-guzaar"
Nazm MATCHES FOR "sipaas-guzaar"
Nazm
hinDola
magar huu.n dil se mai.n is ke liye sipaas-guzaar
larazte haatho.n se daaman KHuluus kaa na chhaTaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
pir-e-mughan-e-urdu
suunaa suunaa saa hai kyuu.n aaj jahaan-e-urdu
uTh gayaa kahte hai.n ik piir-e-muGaan-e-urdu
Masud Husain Khan
Nazm
haarun ki aawaz
dekho abhii hai vaadii-e-kan.aa.n nigaah me.n
taaza har ek naqsh-e-kaf-e-paa hai raah me.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
etiraf
ab mire paas tum aa.ii ho to kyaa aa.ii ho
mai.n ne maanaa ki tum ik paikar-e-raanaa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
uThenge maut se pahle
uThe.nge maut se pahle usii safar ke liye
jise hayaat ke sadmo.n ne multavii na kiyaa
Ali Akbar Natiq
Nazm
kya KHabar thi
kyaa KHabar thii riyaasat-e-islaam
mujrmo.n kii panaah bhii hogii
Muhammad Rashid Athar
Nazm
harf-e-aKHir
ye aadmii kii guzargaah-e-shaahraah-e-hayaat
hazaaro.n saal kaa baar-e-garaa.n uThaa.e hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
holi
judaa na ham se ho ai KHush-jamaal holii me.n
ki yaar phirte hai.n yaaro.n ke taal holii me.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nashat-e-umid
ai mirii ummiid merii jaa.n-navaaz
ai mirii dil-soz merii kaarsaaz