SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyah-maar"
Ghazal MATCHES FOR "siyah-maar"
Ghazal
paikaan-e-KHada.ng us kaa yuu.n siine ke uudhar hai
jo.n maar-e-siyah ko.ii kaa.Dhe hu.e phan baiThe
Meer Taqi Meer
Ghazal
uglaa jo zahr af.ii-e-gesuu-e-yaar ne
har muu-e-maar-e-zulf-e-siyah maar ho gayaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
a.ndheraa jab bhii ba.Dhaayaa gayaa zamaane me.n
charaaG-e-haq ne sabhii ruu-siyaah maar diye
Jawed Adil Sohavi
Ghazal
Siya sachdev
Ghazal
Thahre hai.n zar-o-siim ke haqdaar tamaashaa.ii
aur maar-e-siyah ham ne dafiine se nikaalaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
sub.h aashufta-mizaajo.n kii pareshaa.n-e-suKHanii
raat ik maar-e-siyah jaise inaa.n-giir lage
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
us shaaKH se ik maar-e-siyah lipTaa hu.aa thaa
lekin vahii.n taa.ir bhii chahakte rahe taa-der
Saleem Ahmed
Ghazal
Syed Muzammil Ahmad Siyah
Ghazal
ko.ii zulf ko kahe zulf kaakul ko samjhe kaakul
apnii nazar me.n to hai.n maar-e-siyaah dono.n
Joshish Azimabadi
Ghazal
dil hamaaraa jaanib-e-zulf-e-siyah-faam aa.egaa
ye musaafir aaj manzil par sar-e-shaam aa.egaa
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
duniyaa se daaG-e-zulf-e-siyah-faam le gayaa
mai.n gor me.n charaaG-e-sar-e-shaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
mai.n Duubtaa jaziira thaa maujo.n kii maar par
chaaro.n taraf havaa kaa samundar siyaah thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
har samt siyah gard kii chaadar sii tanii hai
suuraj ke musaafir bhii idhar aa.e.n to mar jaa.e.n
Ahsan Yusuf Zai
Ghazal
siyaah rang dariicho.n me.n bhar gayaa ik shaKHs
abhii makaan kii chhat se utar gayaa ik shaKHs
Shad Nohi
Ghazal
Bhure Khan Ashufta
Ghazal
har roz jo mar jaane kaa elaan karo ho
sach bolo ki tum kis kii mohabbat me.n maro ho