SEARCH RESULTS
Showing search results for "sohbate.n"
Ghazal MATCHES FOR "sohbate.n"
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bahut hasiin sahii sohbate.n gulo.n kii magar
vo zindagii hai jo kaa.nTo.n ke darmiyaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
sohbate.n aglii musavvir hame.n yaad aa.e.ngii
ko.ii dilchasp muraqqaa na dikhaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
KHudaa nasiib kare jis ko sohbate.n merii
na bhuul paa.e kabhii vo hikaayate.n merii
Kausar Niyazi
Ghazal
ye sohbate.n bhii dekhiye laatii hai.n rang kyaa
mehmaan KHaar paa.nv ke chhaale hu.e to hai.n
Fani Badayuni
Ghazal
jin ko apnii raaho.n me.n diqqate.n nahii.n miltii
un ko apnii manzil kii sohbate.n nahii.n miltii
Rakesh Rahi
Ghazal
raas aa.ii hai na aa.egii zamaane kii havaa
'yaas' kyaa kyaa sohbate.n gard-e-pareshaa.n ho ga.ii.n
Yagana Changezi
Ghazal
kyuu.n hashr me.n ho fikr azaab-o-savaab kii
sohbat hai ye bhii ek sharaab-o-kabaab kii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Gamo.n kii sohbate.n achchhii na faasle achchhe
inhe.n hisaar me.n rakkho fasiil bhii rakkho
Vineet Aashna
Ghazal
mil jaa.o gar to phir vahii baaham ho.n sohbate.n
kuchh tum badal ga.e ho na kuchh mai.n badal gayaa
Amanat Lakhnavi
Ghazal
sohbate.n ho ga.ii.n barbaad gul-andaamo.n kii
KHaak u.Dtii hai vahaa.n the jo gulistaa.n aabaad
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
majma-e-ahbaab kii ruudaad 'saaqib' kyaa kahuu.n
ab vo aglii sohbate.n KHvaab-e-pareshaa.n ho ga.ii.n
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Anjum Usman
Ghazal
auro.n ke naam hii sahii sab sohbate.n tirii
tere baGair bhii mirii tanhaa.ii chhin ga.ii