SEARCH RESULTS
Showing search results for "sokhta"
Ghazal MATCHES FOR "sokhta"
Ghazal
Tuk 'miir'-e-jigar-soKHta kii jald KHabar le
kyaa yaar bharosaa hai charaaG-e-saharii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dafn jab KHaak me.n ham soKHta-saamaa.n ho.nge
fils maahii ke gul-e-sham-e-shabistaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
dil-soKHta the chaahne vaalo.n me.n tumhaare
lekin sabab-e-garmii-e-baazaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
baaG-e-KHaamoshii-e-dil se suKHan-e-'ishq 'asad'
nafas-e-soKHta ramz-e-chaman iimaa.ii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mushaabah kitne hai.n ham soKHta-jabiino.n se
kisii sutuun se sar pho.Dte hu.e cigarette
Afzal Khan
Ghazal
kahtaa tiraa kuchh soKHta-jaa.n lek ajal ne
fursat na use misl-e-charaaG-e-saharii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
qumrii kaf-e-KHaakistar o bulbul qafas-e-ra.ng
ai naala nishaan-e-jigar-e-soKHta kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
jis jagah baiTh ga.e aag lagaa kar uTThe
garmiyaa.n hai.n kuchh abhii soKHta-saamaano.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bo.ii kabaab soKHta aa.ii dimaaG me.n
shaayad jigar bhii aatish-e-Gam ne jilaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik bakhe.Daa hai nazar me.n sar-o-saamaan-e-vajuud
ab ye haalat hai tire soKHta-saamaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
apne kuuche me.n fuGaa.n jis kii suno ho har raat
vo jigar-e-soKHta o siina-jalaa mai.n hii huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
tanz hai.n soKHta-jaano.n pe garajte baadal
yaa to ghanghor ghaTaa.e.n na uThaa yaa barsaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye matl.a 'asad' jauhar-e-afsuun-e-suKHan ho
gar arz-e-tapaak-e-jigar-e-soKHta chaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
haa.n yahii KHaak-basar soKHta-saamaa.n ai dost
tere qadmo.n me.n sitaaro.n ko jhukaa dete hai.n
Qabil Ajmeri
Ghazal
ik hikaayat lab-e-iz.haar pe hai soKHta-jaa.n
ek qissa abhii kirdaar me.n uljhaa hu.aa hai