SEARCH RESULTS
Showing search results for "sokhtanii"
Ghazal MATCHES FOR "sokhtanii"
Ghazal
samjhe hai na parvaana na thaame hai zabaa.n sham.a
vo soKHtanii hai to ye gardan-zadanii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil TuuT ke ju.Dtaa nahii.n shiisha ho to ju.D jaa.e
hai farq yahii soKHtanii saaKHtanii me.n
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Tuk 'miir'-e-jigar-soKHta kii jald KHabar le
kyaa yaar bharosaa hai charaaG-e-saharii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dafn jab KHaak me.n ham soKHta-saamaa.n ho.nge
fils maahii ke gul-e-sham-e-shabistaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
dil-soKHta the chaahne vaalo.n me.n tumhaare
lekin sabab-e-garmii-e-baazaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
mushaabah kitne hai.n ham soKHta-jabiino.n se
kisii sutuun se sar pho.Dte hu.e cigarette
Afzal Khan
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kahtaa tiraa kuchh soKHta-jaa.n lek ajal ne
fursat na use misl-e-charaaG-e-saharii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
na ba.Dhe baat agar khul ke kare.n vo baate.n
baa.is-e-tuul-e-suKHan kam-suKHanii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
qumrii kaf-e-KHaakistar o bulbul qafas-e-ra.ng
ai naala nishaan-e-jigar-e-soKHta kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
jis jagah baiTh ga.e aag lagaa kar uTThe
garmiyaa.n hai.n kuchh abhii soKHta-saamaano.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bo.ii kabaab soKHta aa.ii dimaaG me.n
shaayad jigar bhii aatish-e-Gam ne jilaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik bakhe.Daa hai nazar me.n sar-o-saamaan-e-vajuud
ab ye haalat hai tire soKHta-saamaano.n kii