SEARCH RESULTS
Showing search results for "sokhtanii"
Nazm MATCHES FOR "sokhtanii"
Nazm
shikwa
aaj kyuu.n siine hamaare sharer-aabaad nahii.n
ham vahii soKHta-saamaa.n hai.n tujhe yaad nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaan-zaad niiche galii me.n tire dar ke aage
ye mai.n soKHtaa-sar hasan-kuuzaa-gar huu.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
ai mere sare logo
aaj aisaa nahii.n aisaa nahii.n hone denaa
ai mire soKHta-jaano mire piyaare logo
Ahmad Faraz
Nazm
hasan kuza-gar (2)
re.ngte vaqt ke maanind kabhii
lauT ke aa.egaa hasan kuuza-gar-e-soKHta-jaa.n bhii shaayad!
Noon Meem Rashid
Nazm
hum log
tishna afkaar jo taskiin nahii.n paate hai.n
soKHta ashk jo aa.nkho.n me.n nahii.n aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saman diwali ka
kisii ke ghar pe dharaa soKHta ne a.ngaaraa
kisii ko nard ne chaupa.D ke kar diyaa zaaraa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jahan zad
mare aur tire darmiyaa.n vasl kii har gha.Dii me.n
na jaane kahaa.n se vahii soKHta baKHt terii
Ishrat Afreen
Nazm
sham ko raste par
mirii aa.nkho.n ko nazar aataa hai rauzan kaa dhu.aa.n
aur dil kahtaa hai ye duud-e-dil-e-soKHta hai
Meeraji
Nazm
aarzu rahiba hai
be-karaa.n ijz kii jaa.n-soKHta viiraanii me.n
jis me.n ugte nahii.n dil-sozi-e-insaa.n ke gulaab
Noon Meem Rashid
Nazm
chashm-e-be-KHwab ko saman bahut
shauq-e-gul-ra.ng ke raste me.n bayaabaan bahut
soKHta-jaan bahut
Amjad Islam Amjad
Nazm
aaj-kal
pa.Dhtaa hai raat bhar ko.ii juGraafiya kaa baab
pencil se soKHta pe hai likhtaa ko.ii javaab