SEARCH RESULTS
Showing search results for "sola-si.nghaar"
Ghazal MATCHES FOR "sola-si.nghaar"
Ghazal
nigaar-e-sher ne sola-si.ngaar jis me.n kiye
vo aa.ina mire ashko.n kaa aa.iinaa niklaa
Prem Warbartani
Ghazal
yaado.n se kaho solaa-si.ngaar aaj karaa.e.n
aa.iinaa-ba-kaf hasrat-e-diidaar kha.Dii hai
Waheed Akhtar
Ghazal
har ek shaaKH pe chaa.ndii hai khil rahii ehsaan
gulo.n pe aayaa hai sola-si.nghaar kaa mausam
Ehsaan Ghaman
Ghazal
janaab-e-ishq se kah do bahut hasiin hai vo
unhii.n pe KHatm hai sola-si.ngaar kaa aalam
Abdus Samad Aasi
Ghazal
solah-singhaar udaasii ne kiye hai.n phir se
is ko aaraa.ish o taz.iin se rokaa jaa.e
Masood Ahmad
Ghazal
mirii nigaah kii viiraaniyo.n ne bhii 'arshad'
‘uruus-e-vaqt kaa solah-si.nghaar dekhaa hai
Ejaz Ali Arshad
Ghazal
tilism-KHaana-e-sad-ra.ng-o-buu me.n ai 'saaGar'
fareb-e-shola-o-shabnam faroKHt hotaa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
apnii qismat ke nasheman ko jalaa do saaGar
chiiKHtaa phirtaa hai ye shola-e-tadbiir miraa
Saghar Khayyami
Ghazal
Sheeraz Sagar
Ghazal
sonaa chaa.ndii khaa ke 'saaGar' zinda rah sakte nahii.n
zinda rahne ke liye to aab-o-daanaa chaahiye
Imran Saghar
Ghazal
giraa.n guzarne lagaa daur-e-intizaar mujhe
zaraa thapak ke sulaa de KHayaal-e-yaar mujhe