SEARCH RESULTS
Showing search results for "soz-o-gudaaz-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "soz-o-gudaaz-e-mohabbat"
Ghazal
ajab shai hai soz-o-gudaaz-e-mohabbat
ki dil jalne me.n bhii maze aa rahe hai.n
Manzar Lakhnavi
Ghazal
soz-o-gudaaz-e-ishq kaa lazzat-chashiida huu.n
maanind-e-aabla hama-tan aabdiida huu.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
soz-o-gudaaz-e-ishq kaa charchaa na kar sake
husn-e-sitam-zariif ko rusvaa na kar sake
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
soz-o-gudaaz-o-jazb-o-asar kaun le gayaa
ham se mataa-e-dard-e-jigar kaun le gayaa
Habab Hashmi
Ghazal
irfaan hai ye ishq ke soz-o-gudaaz kaa
parda uThaa rahaa hai ko.ii imtiyaaz kaa
Talib Baghpati
Ghazal
kahaa.n se laa.e.n vo soz-o-gudaaz dil vaale
ki dilbarii kaa vo aaha.ng vo ravish hii nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
shiiriini-e-nasiim hai soz-o-gudaaz-e-'miir'
'hasrat' tire suKHan pe hai lutf-e-suKHan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
tafriiq husn-e-sham-o-gul me.n zaraa nahii.n
soz-o-gudaaz-e-bulbul-o-parvaana ek hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
soz-o-gudaaz-o-dard-o-Gam hasrat-o-dil-shikastagii
ziist me.n kitne qiimtii ham ko ye armuGaa.n mile
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
Abdul Wahab yakro
Ghazal
mahfil me.n ko.ii soKHta-jaa.n hii nahii.n 'shakiil'
soz-o-gudaaz-e-sham.a pe aa.nsuu bahaa.e kaun
Shakeel Badayuni
Ghazal
miltii hai aaKHiir ko kuchh kaifiyat-e-soz-o-gudaaz
saa.iqa hissa hai pahlaa taalib-e-diidaar kaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
Shaukat Thanvi
Ghazal
vo soz-o-gudaaz-e-dil ab ham me.n kahaa.n baaqii
jo ruuh ko ta.Dpaa de jo qalb ko garmaa de