SEARCH RESULTS
Showing search results for "sukhanii"
Ghazal MATCHES FOR "sukhanii"
Ghazal
na ba.Dhe baat agar khul ke kare.n vo baate.n
baa.is-e-tuul-e-suKHan kam-suKHanii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
kuchh zer-e-lab alfaaz khanakte hai.n fazaa me.n
guu.njii hu.ii hai bazm tirii kam-suKHanii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mujhe yaad aayaa ki ik daur thaa sargoshii kaa
aaj usii daur kii ik kam-suKHanii yaad aa.ii
Azm Bahzad
Ghazal
du.aa karo ki rahe darmiyaa.n ye be-suKHanii
ki guftuguu me.n to be-pardagii malaal kii hai
Irfan Sattar
Ghazal
kyaa bolne me.n us but-e-kaafir kii adaa hai
shiirii.n-suKHanii ik taraf aavaaz to dekho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ai sanam dekh ke har dam kii tirii kam-suKHanii
maut ghabraa ke na kyuu.n ye KHafaqaanii maa.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
phuul chehre ye sar-e-raah sitaara aa.nkhe.n
shaam hote hii tiraa naam sujhaane lag jaa.e.n
Raoof Khair
Ghazal
har naGma 'nushuur' ab bhii mamnuun-e-taGazzul hai
sikhlaa.ii Gazal ne hii shiirii.n-suKHanii pahle
Nushur Wahidi
Ghazal
apnii aavaaz ko KHud sun ke laraz jaataa huu.n
kisii saa.e se mirii ham-suKHanii ho jaise
Shahzad Ahmad
Ghazal
'shahzaad' bahut KHvaar kiyaa ham-suKHanii ne
kuchh din dar-o-diivaar se yaaraana rahegaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
mauquuf karo ham-suKHanii 'miir' kii 'shohrat'
arbaab-e-qalam par ye shab-o-roz ka.De hai.n
Shohrat Bukhari
Ghazal
sub.h aashufta-mizaajo.n kii pareshaa.n-e-suKHanii
raat ik maar-e-siyah jaise inaa.n-giir lage
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
raushan-suKHanii KHatm hai us Guncha-dahan par
hath-phuul ke mu.nh se kabhii aise na jha.De phuul
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
hazaar kam-suKHanii darmiyaa.n rahii phir bhii
vo mujh se aan milaa thaa to rang barsaa thaa
Jazib Quraishi
Ghazal
aasaa.ish-e-getii hai sazaa be-hunarii kii
aazurdagii-e-dil sila-e-KHush-suKHanii hai