SEARCH RESULTS
Showing search results for "sultaana"
Ghazal MATCHES FOR "sultaana"
Ghazal
husn-o-ishq kaa sa.ngam der tak nahii.n rahtaa
ko.ii bhii hasii.n mausam der tak nahii.n rahtaa
Tajwar Sultana
Ghazal
ham KHaak-nashiino.n ko raahat kaa ujaalaa de
kab ham ne kahaa tujh se sone kaa nivaalaa de
Tajwar Sultana
Ghazal
Rahat Sultana
Ghazal
aap ke KHuu.n me.n adaakaarii kahaa.n se aa ga.ii
aap naadaa.n the samajhdaarii kahaa.n se aa ga.ii
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
raat to shauq se suntii hai kahaanii merii
din kahaa.n suntaa hai aashufta-bayaanii merii
Rahat Sultana
Ghazal
ba-roz-e-hashr miraa ehtisaab kyaa hogaa
ki is zamii.n ke sivaa aur azaab kyaa hogaa
Anees Sultana
Ghazal
shaaGil jo ho ga.e hai.n mahmuud aaqibat hai.n
sultaana shaGl-e-shab hai din kaa hu.aa nasiiraa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
kyaa kahe.n kis se kahe.n apne numaa.indo.n kaa haal
jaise Daaka maartaa phirtaa hai sultaana abhii
Shauq Bahraichi
Ghazal
jo nahii.n hai teraa maqsad mujhe sogvaar karnaa
mujhe kuchh buraa nahii.n hai tiraa intizaar karnaa
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
ashk aa.nkho.n ke liye hai aur Gam dil ke liye
ik samundar ke liye hai ek saahil ke liye
Rahat Sultana
Ghazal
gulo.n me.n rang nahii.n mausam-e-bahaar nahii.n
mirii hayaat magar phir bhii sogvaar nahii.n
Surayya Sultana Naseem Niyazi
Ghazal
yuu.n fasaana kahne kaa silsila badal jaa.e
agle mo.D par shaayad raasta badal jaa.e
Anees Sultana
Ghazal
mujh se pahle mirii tasviir tire haath me.n hai
aur mire KHvaabo.n kii ta.abiir tire haath me.n hai
Begum Sultana Zakir Ada
Ghazal
jaane kyaa jaaduu ilaahii qabza-e-qaatil me.n hai
tiir us ke haath me.n hai zaKHm mere dil me.n hai