SEARCH RESULTS
Showing search results for "suniye"
Ghazal MATCHES FOR "suniye"
Ghazal
aql o dil apnii apnii kahe.n jab 'KHumaar'
aql kii suniye dil kaa kahaa kiijiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
hijr kii shab naala-e-dil vo sadaa dene lage
sun.ne vaale raat kaTne kii du.aa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
tarannum 'arz mukarrar sunaa.iye irshaad
kisii ne suniye kahaa bazm jhuum jhuum ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
liijiye suniye ab afsaana-e-furqat mujh se
aap ne yaad dilaayaa to mujhe yaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
chaa.nd se phuul se yaa merii zabaa.n se suniye
har jagah aap kaa qissa hai jahaa.n se suniye
Nida Fazli
Ghazal
mujh ko suniye nazar-andaaz na kiije saahab
mere haalaat se achchhe hai.n KHayaalaat mire
Ismail Raaz
Ghazal
mujh se dillii kii nahii.n dil kii kahaanii suniye
shahr to ye bhii ka.ii baar luTaa hai mujh me.n
Mansoor Usmani
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
suniye to ik zaraa mire ash.aar-e-dardnaak
laayaa huu.n mai.n kaleje ke Tuk.De nikaal ke
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ho sake to dil kii haalat KHud hii aa kar dekhiye
Gair kii suniye na kahne par hamaare jaa.iye
Haneef Akhgar
Ghazal
suniye to shaiKH jii kii zaraa lan-taraaniyaa.n
huuro.n kaa zikr-e-KHair hai jannat kii baat hai
Talib Dehlavi
Ghazal
mahfil me.n to suniye havas-e-jaah pe taqriir
pahluu me.n yahii KHaar khaTaktaa bhii bahut hai
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
suniye to 'muzaffar' kaa har ik she'r kahegaa
mai.n TuuTe hu.e saaz kii bechain sadaa huu.n
Muzaffar Hanfi
Ghazal
taqriir kaa hai KHaas adaa-e-bayaa.n me.n lutf
suniye mirii zabaan se kuchh maajraa-e-dost