SEARCH RESULTS
Showing search results for "surkh"
Ghazal MATCHES FOR "surkh"
Ghazal
surKH phuulo.n se mahak uThtii hai.n dil kii raahe.n
din Dhale yuu.n tirii aavaaz bulaatii hai hame.n
Shahryar
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
surKH labo.n se sabz du.aa.e.n phuuTii hai.n
piile phuulo.n tum ko niilii aa.nkhe.n dekhe.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
tuu ne kyaa qindiil jalaa dii shahzaadii
surKH hu.ii jaatii hai vaadii shahzaadii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
sab qatl ho ke tere muqaabil se aa.e hai.n
ham log surKH-ruu hai.n ki manzil se aa.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
du.aa ye maa.ngii hai sahme hu.e mu.arriKH ne
ki ab qalam ko KHudaa surKH raushnaa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
tamaam shahr kii aa.nkho.n me.n surKH sho.ale hai.n
'vasiim' ghar se ab aise me.n ko.ii kyaa nikle
Waseem Barelvi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
apne parcham kaa kahii.n rang bhulaa mat denaa
surKH sho.alo.n se jo kheloge to jal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
ruu-ba-ruu kar ke kabhii apne mahakte surKH ho.nT
ek do pal ke liye gul-daan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
tiirgii kii bhii ko.ii had hotii hai aaKHir miyaa.n
surKH parcham ko jalaa kar hii ujaalaa kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
ye kis ne ham se lahuu kaa KHiraaj phir maa.ngaa
abhii to so.e the maqtal ko surKH-ruu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
sar uThaa.e thii.n bahut surKH havaa me.n phir bhii
ham ne palko.n ke charaaGo.n kii hifaazat kii hai