SEARCH RESULTS
Showing search results for "surkh"
Nazm MATCHES FOR "surkh"
Nazm
daraKHt-e-zard
iid ke din mustafaa se yuu.n lage kahne 'husain'
sabz jo.Daa do 'hasan' ko surKH do jo.Daa mujhe
Jaun Eliya
Nazm
dard aaega dabe panw
dard aa.egaa dabe paa.nv liye surKH charaaG
vo jo ik dard dha.Daktaa hai kahii.n dil se pare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mauzu-e-suKHan
aaj tak surKH o siyah sadiyo.n ke saa.e ke tale
aadam o havvaa kii aulaad pe kyaa guzrii hai?
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHwab jo bikhar gae
ye surKH surKH phuul hai.n ki zaKHm hai.n bahaar ke
ye os kii phuvaar hai.n, ki ro rahaa hai aasmaa.n
Amir Usmani
Nazm
rang hai dil ka mere
zard patto.n kaa KHas-o-KHaar kaa ra.ng
surKH phuulo.n kaa dahakte hu.e gulzaar kaa ra.ng
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
patthar
surKH patthar jise dil kahtii hai be-dil duniyaa
yaa vo pathraa.ii hu.ii aa.nkh kaa niilaa patthar
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
diwane ki jannat
kaale baalo.n se bikhartii hu.ii champaa kii mahak
surKH aariz pe damakte hu.e shaalo.n kii chamak
Waseem Barelvi
Nazm
sochne do
is ke saf-basta dariicho.n me.n se kis me.n avval
zah hu.ii surKH shu.aa.o.n kii kamaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHadsha
ye tere lab ye dayaar-e-yaman ke surKH aqiiq
ye aa.iine sii jabii.n sajda-gaah-e-lail-o-nihaar
Mohsin Naqvi
Nazm
nur-jahan ke mazar par
kaise bahkii hu.ii nazro.n ke ta.ayyush ke liye
surKH mahlo.n me.n javaa.n jismo.n ke ambaar lage