SEARCH RESULTS
Showing search results for "surkh gulab shahid"
Ghazal MATCHES FOR "surkh gulab shahid"
Ghazal
tirii Gazal ne tujhe surKH-ruu kiyaa 'shaahid'
so tajrabo.n ke samundar se yuu.nhii gauhar khii.nch
Shahid Anwar
Ghazal
'shaahid' kahaa.n se ho ke guzartii hai aab-juu
ra.ngat tamaam surKH hai kyuu.n sat.h-e-aab kii
Saleem Shahid
Ghazal
haath to surKH ka.ii din se hai.n un ke 'shaahid'
KHuun-e-naahaq hai ki hai rang-e-hinaa dekho to
Shahid Bhopali
Ghazal
chehro.n ke jangal se le kar aayaa huu.n
surKH gulaab kaa paudaa KHaalii kamre me.n
Zeeshan Sahil
Ghazal
dil surKH gulaab saa mahkegaa din badle.nge
ye sahraa rang u.Daa.egaa din badle.nge
Saima Zaidi
Ghazal
harii-bharii thii Tahnii surKH gulaab kii bhii
'ajab kahaanii thii suukhe taalaab kii bhii
Jamal Ehsani
Ghazal
tere paa.nv kii dhuul ke sadqe surKH gulaab
chaa.nd sitaare aur behtar se behtar huur
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
dekhte-dekhte dil kii haalat kaisii badal ga.ii
kaise chehro.n me.n tahliil hu.e hai.n surKH gulaab
Mahender Kumar Sani
Ghazal
sa.ng-rezo.n me.n mahaktaa hai ko.ii surKH gulaab
vo jo maathe pe lagaa thaa vahii patthar gum hai
Rafi Raza
Ghazal
vo numuu-KHez bahaaro.n me.n palaa surKH gulaab
vo mirii aa.nkh kii surKHii ko haraa jaantaa hai
Hasrat Khan Khatak
Ghazal
sarqa-baazii pe bhii milte hai.n unhe.n surKH gulaab
naam me'yaar hai ab daad kaa ash'aar nahii.n
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
sarqa-baazii pe bhii milte hai.n unhe.n surKH gulaab
naam me'yaar hai ab daad kaa ash'aar nahii.n
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
is ke lams se zard hu.e jaate hai.n surKH gulaab
kaisii pyaas bujhaane aa.ii hai sahraa.ii titlii