SEARCH RESULTS
Showing search results for "suu-e-vaadii-e-gurbat"
Ghazal MATCHES FOR "suu-e-vaadii-e-gurbat"
Ghazal
havaa-e-vaadi-e-dushvaar se nahii.n ruktaa
musaafir ab tire inkaar se nahii.n ruktaa
Zafar Iqbal
Ghazal
daruun-e-vaadii-e-shab 'aks-e-aaftaab to ho
ki injimaad me.n tahriik-e-inqalaab to ho
Qutub Sarshar
Ghazal
Ataur Rahman Jameel
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
kab yaad kiyaa ham ko 'hafiiz' ahl-e-chaman ne
jab ziist suu-e-vaadi-e-pur-KHaar chalii hai
Hafeez Banarasi
Ghazal
paa.nv le aa.e mujhe vaadii-e-pur-KHaar ke paas
sar me.n saudaa hai ki chaliye usii diivaar ke paas
Ahmad Hasan Fida
Ghazal
Raz Chandpuri
Ghazal
chal diye uTh ke suu-e-shahr-e-vafaa kuu-e-habiib
puuchh lenaa thaa kisii KHaak-basar se pahle
Ibn e Insha
Ghazal
ghar apnaa vaadii-e-barq-o-sharar me.n rakkhaa jaa.e
ta.alluqaat kaa saudaa na sar me.n rakkhaa jaa.e
Amanullah Khalid
Ghazal
be-parda suu-e-vaadi-e-majnuu.n guzar na kar
har zarra ke naqaab me.n dil be-qaraar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ai jaan-e-aarzuu vo qayaamat se kam na the
kaaTe tire baGair jo Gurbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
mai.n kis se vaadii-e-Gurbat me.n raasta puuchhuu.n
luTaa hu.aa bhii ko.ii kaarvaa.n nahii.n miltaa
Hadi Machlishahri
Ghazal
'sarosh' vaadii-e-Gurbat se be-KHabar guzro
tumhaare saath mohabbat kaa narm saaya hai
Rifat Sarosh
Ghazal
vaadi-e-Gurbat ke saathii hai.n hame.n dil se aziiz
ro diye ham phuuT kar jab aabla jaataa rahaa
Jaleel Manikpuri
Ghazal
gardish-e-baKHt kahaa.n se hame.n laa.ii hai kahaa.n
manzilo.n vaadii-e-Gurbat se vatan duur rahaa
Ameer Minai
Ghazal
Gam nahii.n monis na ho ko.ii tire biimaar kaa
vaadii-e-Gurbat me.n us ke saath himmat aa.egii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
rahbar banaa thaa vaadii-e-Gurbat me.n jo kabhii
manzil pe Dhuu.nDhtaa huu.n usii raahbar ko mai.n
Vafa Barahi
Ghazal
yaas ab aap kahaa.n aur kahaa.n baa.ng-e-jaras
kaun is vaadii-e-Gurbat me.n tumhaaraa hotaa