SEARCH RESULTS
Showing search results for "suu-e-vaadii-e-gurbat"
Nazm MATCHES FOR "suu-e-vaadii-e-gurbat"
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
phir barq farozaa.n hai sar-e-vaadii-e-siinaa
phir rang pe hai sho.ala-e-ruKHsaar-e-haqiiqat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kisi ki sada
zarra zarra jhuum kar lene lagaa a.ng.Daa.iyaa.n
kahkashaa.n takne lagii hairat se suu-e-juu-e-baar
Ibn-e-Safi
Nazm
dur tak yaad-e-watan aai thi samjhane ko
ham ne jab vaadii-e-Gurbat me.n qadam rakkhaa thaa
duur tak yaad-e-vatan aa.ii thii samjhaane ko
Ram Parsad Bismil
Nazm
nazr-e-collage
ai vaadii-e-jamiil mire dil kii dha.Dkane.n
aadaab kah rahii hai.n tirii baargaah me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ustad hamare
ik nuur kaa miinaar lab-e-saahil-e-dariyaa
ik mash.al-e-bedaar sar-e-vaadii-e-sahraa
Mohammad Asadullah
Nazm
aap-biti
''mai.n ne jab vaadi-e-Gurbat me.n qadam rakkhaa thaa
duur tak yaad-e-vatan aa.ii thii samjhaane ko''
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
wadi-e-kailash
mai.n kaafir huu.n
mujhe KHushbuu bharii vaadii bulaatii hai
Neelma Naheed Durrani
Nazm
nasri nazm ki manzum katha
phuuTtaa hai vaadii-e-ijz-e-bayaaa.n ke vast se
phailtii hai KHiirgii
Salman Sarwat
Nazm
ajab bala-KHez marhala tha
samundar-o-sabza-zaar-o-waadii-o-koh-o-sahraa-o-dasht-o-dariyaa the
aur mai.n thii
Sajida Zaidi
Nazm
sham-e-ghurbat
dekhtaa huu.n chhaa rahii hai har taraf
shaam-e-Gurbat aaj hindostaan me.n
Syed Ali Husain Shah Ali
Nazm
kashmir
vaadii-e-kashmiir hai yaa chashma-e-qudrat hai ye
goshe goshe me.n jo bikhrii be-bahaa daulat hai ye
Jameel Ahmad Jaisi
Nazm
haarun ki aawaz
dekho abhii hai vaadii-e-kan.aa.n nigaah me.n
taaza har ek naqsh-e-kaf-e-paa hai raah me.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
lab-e-goya
vo jo aaqaa.o.n ke dastuur ko Thukraa ke ba.Dhe.n
vaadii-e-daar-o-rasan un se ko.ii duur nahii.n
Ahmad Rahi
Nazm
wadi-e-pinhan
mujh ko bhii is vaadi-e-pinhaa.n kii raah
mujh ko ab tak justujuu hai