SEARCH RESULTS
Showing search results for "suu.nghe"
Ghazal MATCHES FOR "suu.nghe"
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hotaa hai gul ke suu.nghe se duunaa girafta dil
mujh saa bhii bad-dimaaG kam is bostaa.n me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Aun Abbas Aun
Ghazal
Shamim Anwar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dil sa.ng-e-malaamat kaa har-chand nishaanaa hai
dil phir bhii miraa dil hai dil hii to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
baa.ndh kar sa.ng-e-vafaa kar diyaa tuu ne Garqaab
kaun aisaa hai jo ab Dhuu.nDh nikaale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
har chand subuk-dast hu.e but-shikanii me.n
ham hai.n to abhii raah me.n hai sa.ng-e-giraa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
'bahzaad' har ik gaam pe ik sajda-e-mastii
har zarre ko sa.ng-e-dar-e-jaanaana banaa de
Behzad Lakhnavi
Ghazal
mujh se gurez-paa hai to har raasta badal
mai.n sa.ng-e-raah huu.n to sabhii raasto.n me.n huu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
sar salaamat hai to kyaa sa.ng-e-malaamat kii kamii
jaan baaqii hai to paikaan-e-qazaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ghiste ghiste miT jaataa aap ne abas badlaa
na.ng-e-sajda se mere sa.ng-e-aastaa.n apnaa