SEARCH RESULTS
Showing search results for "suuraj-mukhii"
Ghazal MATCHES FOR "suuraj-mukhii"
Ghazal
chamaktaa rahtaa hai suuraj-mukhii me.n ko.ii aur
mahak rahaa hai ko.ii aur raat-raanii me.n
Rahat Indori
Ghazal
karuu.n kyaa aa.nkh hii suuraj-mukhii hai
jidhar tum ho udhar hii dekhtaa huu.n
Khalil Dhantejvi
Ghazal
suuraj-mukhii kii tarah badaltii hai ruKH hayaat
jab aaftaab-e-vaqt ubhartaa lage mujhe
Shamshad Shahar
Ghazal
Kushal Dauneriya
Ghazal
din to guzaar aa.e hai.n suuraj-mukhii ke saath
ab chaahte hai.n raat kii raanii pukaar le
imtiyaz Khan
Ghazal
din kyaa cha.Dhaa ki ho liye suuraj ke saath saath
suuraj-mukhii ke phuul shu.aa.o.n se Dar ga.e
Nashir Naqvi
Ghazal
ham ko suuraj-mukhii ke phuul lubhaate bhii nahii.n
raat kii raaniyo.n kaa dukh nahii.n dekhaa jaataa
Ashu Jha 'Naqqash'
Ghazal
suuraj-mukhii kaa phuul thaa naaraaz shaam tak
mai.n kho gayaa thaa raat kii raanii me.n muKHtasar
Aarif Nazeer
Ghazal
ik saa.ns chiiKHtii thii mai.n chup aa rahaa thaa jab
suuraj-mukhii gulaab ka.nval kuchh to bol jaa
Bilal Sabir
Ghazal
jo tuu kha.Dii thii to pachchhim kii or taktaa rahaa
tujhe nihaar ke suuraj-mukhii se bhuul hu.ii
Vaibhav Kumar
Ghazal
tiirgii ke dasht me.n suuraj-mukhii khiltaa nahii.n
vahshato.n ke shor se 'umr-e-ravaa.n KHaamosh hai
Yasir Guman
Ghazal
mai.n huu.n suuraj-mukhii tuu meraa hai dilbar suuraj
tuu jidhar jaa.e miraa ruKH bhii udhar ho jaa.e
darvesh bharti
Ghazal
andhe ku.e.n me.n Daal de suuraj-mukhii kaa phuul
phir chaa.ndnii se chhiin le naqsh-o-nigaar bhii
Javed Akram
Ghazal
ghar ghar khile hai.n naaz se suuraj-mukhii ke phuul
suuraj ko phir bhii maane-e-diidaar kaun hai