SEARCH RESULTS
Showing search results for "svaa.ng"
Ghazal MATCHES FOR "svaa.ng"
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
ye nahii.n yaad ki pahchaan hamaarii kyaa hai
ik tamaashe ke liye svaa.ng rachaayaa kaisaa
Saqi Faruqi
Ghazal
svaa.ng bharnaa kabhii shaahii kabhii durveshii kaa
kisii suurat se mujhe us kii nazar me.n rahnaa
Ahmad Javaid
Ghazal
Azra Naqvi
Ghazal
Saleem Betab
Ghazal
is ke liye mai.n kyaa kyaa svaa.ng rachaataa huu.n
vo phir bhii naashaad hamesha rahtaa hai
Sabir Waseem
Ghazal
Shamim Hanafi
Ghazal
in saro.n kii aur in mahlo.n kii qismat ek thii
sa.ng chalnaa the chale mismaar honaa thaa hu.e
Khalid Ahmad
Ghazal
svaa.ng bhartaa huu.n tire shahr me.n saudaa.ii kaa
ki yahii haal hai andar se tamaashaa.ii kaa
Saleem Ahmed
Ghazal
Mushfiq Khwaja
Ghazal
us ke jalvo.n ko kiyaa dair-o-haram tak mahduud
ahl-e-duniyaa ne ye kyaa svaa.ng rachaa rakhaa hai
Naseem Fatima Nazar lakhnavi
Ghazal
aisaa kyaa ho gayaa bachche bhii chahaknaa bhuule
un kii KHushiyo.n ke liye svaa.ng rachaayaa jaa.e
Tilak Raj Paras
Ghazal
hazaar raaste badle hazaar svaa.ng rache
magar hai raqs me.n sar par ik aasmaan vahii
Aslam Emadi
Ghazal
har martaba zamaane ko hotaa hai inqalaab
laatii hai svaa.ng gardish-e-dauraa.n na.e na.e
Rind Lakhnavi
Ghazal
svaa.ng ab tark-e-mohabbat kaa rachaayaa jaa.e
us ke pindaar ko aa.iina dikhaayaa jaa.e
Gopal Mittal
Ghazal
naa-tavaanii kaa bahaana gah kiyaa gah maut kaa
un ke rah jaane ko ham to svaa.ng laakho.n laa chuke