SEARCH RESULTS
Showing search results for "svaad"
Ghazal MATCHES FOR "svaad"
Ghazal
yaa-rab yeh dard-mand hai kas kii nigaah kaa
hai rabt-e-mushk-o-daaG-e-svaad-e-KHutan hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
na ko.ii tiir na saazish na tohmate.n na hasad
kisii ne mujh se ba.Dii be-svaad nafrat kii
Mohammad Mubashshir Mayo
Ghazal
hai svaad un kaa KHuub magar sach to yahii hai
pachtii nahii.n sabhii ko ye shohrat kii roTiyaa.n
Kailash Sengar
Ghazal
Quaiser Khalid
Ghazal
har ek lafz hai phiikaa hai be-svaad saa hai
bahut laziiz ye KHaamoshiyaa.n hamaarii hai.n
Sudesh Kumar Mehr
Ghazal
bevafaa.ii labo.n kaa svaad badal detii hai
ham na chuume.nge kisii aur ke chuume hu.e ho.nT
Anurag Arsh
Ghazal
utartii hii nahii.n boso.n kii lazzat
abhii tak svaad rakkhaa hai zabaa.n par
Navin C. Chaturvedi
Ghazal
rakhe hai lutf shabistaan-e-bazm-e-mun.im lek
svaad-e-shaam-e-Gariibaa.n kaa aur aalam hai
Ishq Aurangabadi
Ghazal
Khaleel Mamoon
Ghazal
talKH lagtaa hai use shahr kii bastii kaa svaad
zauq hai jis ko bayaabaa.n ke nikal jaane kaa
Wali Uzlat
Ghazal
svaad-e-Gam me.n kahii.n gosha-e-amaa.n na milaa
ham aise kho.e ki phir teraa aastaa.n na milaa
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
vahii svaad-e-haram hai vahii hai.n but-KHaane
sunaa.e jaate hai.n unvaa.n badal ke afsaane
Badr Jamali
Ghazal
itnaa kasiilaa ho chukaa hai ab zabaa.n kaa svaad
lahje kii jo miThaas thii jaane kahaa.n ga.ii
Sachin Mehrotra
Ghazal
zaa.iqa din kaa bhii mahsuus nahii.n kar paate
raat kaa svaad bhii khultaa nahii.n be-daaro.n par