SEARCH RESULTS
Showing search results for "taa-abad"
Ghazal MATCHES FOR "taa-abad"
Ghazal
rahegaa aql ke siine pe taa-abad ye daaG
ki zindagii ne bhii paayaa na zindagii kaa suraaG
Hurmatul Ikaram
Ghazal
ik e'tidaal azal-taa-abad zaruurii hai
har ek shai me.n tavaazun ashad zaruurii hai
Mehboob Rahi
Ghazal
taraashe shahr mai.n ne 'baKHsh' kyaa kyaa
magar KHud taa-abad be-ghar rahaa huu.n
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
tuu kare naaz tujhe yaar zamaana chaahe
taa-abad ye rahe aabaad tiraa KHaana-e-ishq
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
rakkhaa jinaa.n me.n bhii hame.n maGmuum taa-abad
iqraar ham se le ke hamaare gunaah kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
ko.ii bhii chiiz rahnii nahii.n taa-abad yahaa.n
naqsha hai is jahaan kaa saaraa Galat Galat
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
mirii hastii nahii.n mahduud hargiz chand lamho.n tak
azal se taa-abad jaarii rahegaa silsila meraa
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
har ik parind rahe taa-abad yahaa.n shaadaab
isii liye mai.n shajar bhii haraa banaataa huu.n
Muhammad Atiq Ahmad
Ghazal
taa-abad is se na TuuTegaa 'muzaffar' raabta
maut se aage adam ke naam par hai zindagii
Muzaffar Warsi
Ghazal
ham se vo ajnabii aur un se the anjaane ham
taa-abad yuu.n hii mohabbat ye faraamosh rahii