SEARCH RESULTS
Showing search results for "taabaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "taabaa.n"
Ghazal
nazar vo hai jo is kaun o makaa.n se paar ho jaa.e
magar jab ruu-e-taabaa.n par pa.De bekaar ho jaa.e
Asghar Gondvi
Ghazal
qurbaan parii mukh pe hu.ii chob sii jal kar
ye baat ajaa.ib mah-e-taabaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
vo iizaa mukarrar tujhe degaa 'taabaa.n'
tujhe degaa 'taabaa.n' vo iizaa mukarrar
Taban Abdul Hai
Ghazal
kahaa.n kii choT ubhar aa.ii husn-e-taabaa.n me.n
dam-e-nazaara vo ruKH dard saa chamaktaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Thahr saktii hai kahaa.n us ruKH-e-taabaa.n pe nazar
dekh saktaa hai use aadmii band aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
Ghazal
raushan charaaG ho yaa dil taabaa.n qalam ho yaa KHirad
gard-e-shab-e-KHayaal se in kaa inaad ek hai
Atif tauqeer
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
taabaa.n hai dil me.n mahr-e-daraKHshaan-e-ma.arifat
nuur-ul-quluub hai ye hamaarii ziyaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mai.n ne kab da.avaa-e-ilhaam kiyaa hai 'taabaa.n'
likh diyaa kartaa huu.n jo dil pe guzartii jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
jalva-e-amn tumhii.n se hai mohabbat vaalo
mahr-e-taabaa.n kii tarah roz nikalte rahnaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
taabaa.n jo nuur-e-husn ba-siimaa-e-ishq hai
kis darja dil-paziir tamaashaa-e-ishq hai
Hasrat Mohani
Ghazal
husn me.n pahluu-e-KHurshiid magar daabegaa
duur khi.nchtaa hai hamaaraa mah-e-taabaa.n kyaa kyaa