SEARCH RESULTS
Showing search results for "taabaa.n"
Nazm MATCHES FOR "taabaa.n"
Nazm
KHak-e-hind
sham-e-adab na thii jab yuunaa.n kii anjuman me.n
taabaa.n thaa mahr-e-daanish is vaadii-e-kuhan me.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
qaht-e-bangal
rahmat kaa chamakne ko hai phir nayyar-e-taabaa.n
hone ko hai is shab kii sahar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Nazm
KHatun-e-mashriq
jab zaruurat se ziyaada naaz farmaataa hai ilm
aariz-e-taabaa.n ke bhole-pan ko khaa jaataa hai ilm
Josh Malihabadi
Nazm
kya gul-badani hai
meh.ndii kii sajaavaT ki hathelii pe gulistaa.n
yaa halqa-e-ushshaaq me.n hai chehra-e-taabaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
gurez
vo taare jinme.n mohabbat kaa nuur taabaa.n thaa
vo taare Duub ga.e le ke ra.ng-o-ra.anaa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek naghma karbala-e-beirut ke liye
aur taabaa.n hai arz-e-labnaa.n
beirut nigaar-e-bazm-e-jahaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
diwali
zulmat ke ghar me.n jalva-e-taabaa.n liye hu.e
taariikiyo.n me.n nuur kaa saamaa.n liye hu.e
Arsh Malsiyani
Nazm
eid us pari-wash ki
phuuTii lab-e-naazuk se vo ik shoKH sii laalii
tho.Dii sii shafaq aariz-e-taabaa.n ne churaa lii
Abdul Ahad Saaz
Nazm
baba guru-nanak dev
ek jism-e-naa-tavaa.n itnii dabaao.n kaa hujuum
ik charaaG-e-sub.h aur itnii havaa.o.n kaa hujuum
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
diwali
hote raushan hai.n charaaG aaj jahaa.n me.n yaksaa.n
gul hu.aa aaj hii par ek charaaG-e-taabaa.n
Aaftab Rais Panipati
Nazm
waqt-e-murawwat
har ik jabii.n pe daraKHshaa.n thaa nayyar-e-iqbaal
har ek farq pe taabaa.n thaa taala-e-mas.uud
Josh Malihabadi
Nazm
musafir-e-shab
gayaa raahat-kade me.n mahr-e-taabaa.n
hu.e anvaar aatish-baar-e-pinhaa.n