SEARCH RESULTS
Showing search results for "taabdaar"
Ghazal MATCHES FOR "taabdaar"
Ghazal
gesuu-e-taabdaar ko aur bhii taabdaar kar
hosh o KHirad shikaar kar qalb o nazar shikaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
KHudaa kare Gam-e-giitii kaa pech-o-taab ai dost
kuchh aur bhii tirii zulfo.n ko taabdaar kare
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
hai aaj aur hii kuchh zulf-e-taabdaar me.n KHam
bhaTakne vaale ko manzil kaa raasta to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
isii KHayaal se mai.n arz-e-shauq kar na sakaa
hayaa se ra.ng-e-ruKH-e-taab-daar kyaa hogaa
Aasi Ramnagri
Ghazal
zulf ko bhii hai dam-ba-dam azm-e-kamand-e-afganii
daam liye hai musta'id turra-e-taabdaar bhii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
abhii se hosh na kho baiTh ai nasiim-e-chaman
abhii to ek shikan zulf-e-taabdaar me.n hai
Asar Lakhnavi
Ghazal
nashaat-e-fasl-e-bahaaraa.n kii ho ga.ii aamad
shikoh-e-chashm-e-giraa.n-baar taabdaar nahii.n
Arman Khan Arman
Ghazal
gar tum naqaab uThaa.o ruKH-e-taab-daar se
KHurshiid kaa ho da.avaa-e-nuur-o-ziyaa Galat
Nabi Bakhsh Nayab
Ghazal
hai.n us kii silk me.n ash.aar-e-taab-daar anjum
hai kahkashaa.n se sivaa husn-e-kahkashaan-e-Gazal
Kundan Aravali
Ghazal
tafakkuraat-e-jahaa.n se hai yak-qalam aazaad
pha.nsaa hu.aa tire gesuu-e-taabdaar me.n dil
Kokab Muradabadi
Ghazal
un kii jabii.n pe shabnam-e-ehsaas-e-dilbarii
tashbiih diijiye guhar-e-taabdaar se
Muslim Shameem
Ghazal
jo chhuu ke niklii hai mauj-e-nasiim-e-ishq kabhii
mahak mahak uThe gesuu-e-taabdaar-e-Gazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
asiir-e-tiira-shabii thaa kahaa.n kaa tabl-o-alam
miyaa.n se niklaa jo KHanjar to taabdaar hu.aa
Anisur Rahman
Ghazal
parda-e-shab se pau phaTii sub.h ko pur-vaqaar kar
qalb-o-nazar ko de jilaa baKHt ko taabdaar kar
Ghazal
jo chhuu ke niklii hai mauj-e-nasiim-e-ishq kabhii
mahak mahak uThe gesuu-e-taabdaar-e-Gazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
Faizi Nizam Puri
Ghazal
qatre bhii infi.aal ke yuu.n taabdaar the
rab jaise mehrbaan thaa bando.n ke haal par