SEARCH RESULTS
Showing search results for "taabdaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taabdaar"
Ghazal
gesuu-e-taabdaar ko aur bhii taabdaar kar
hosh o KHirad shikaar kar qalb o nazar shikaar kar
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
qaafilaa-e-hijaaz me.n ek husain bhii nahii.n
garche hai taab-daar abhii gesuu-e-dajla-o-furaat!
Allama Iqbal
Sher
gesuu-e-taabdaar ko aur bhii taabdaar kar
hosh o KHirad shikaar kar qalb o nazar shikaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
KHudaa kare Gam-e-giitii kaa pech-o-taab ai dost
kuchh aur bhii tirii zulfo.n ko taabdaar kare
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
hai aaj aur hii kuchh zulf-e-taabdaar me.n KHam
bhaTakne vaale ko manzil kaa raasta to milaa
Aale Ahmad Suroor
PAGE MATCHES FOR "taabdaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taabdaar"
Naat
hilaal-o-badr ho.n yakjaa araq-fishaanii ko
rakhe jabii.n pe jo tuu kar ke taabdaar angusht
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
isii KHayaal se mai.n arz-e-shauq kar na sakaa
hayaa se ra.ng-e-ruKH-e-taab-daar kyaa hogaa
Aasi Ramnagri
Ghazal
zulf ko bhii hai dam-ba-dam azm-e-kamand-e-afganii
daam liye hai musta'id turra-e-taabdaar bhii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
abhii se hosh na kho baiTh ai nasiim-e-chaman
abhii to ek shikan zulf-e-taabdaar me.n hai
Asar Lakhnavi
Ghazal
nashaat-e-fasl-e-bahaaraa.n kii ho ga.ii aamad
shikoh-e-chashm-e-giraa.n-baar taabdaar nahii.n
Arman Khan Arman
Nazm
lafz paron ki tarah hote hain
ka.ii rango.n me.n damakte hai.n
sabz-guu.n niilguu.n aur taabdaar tapte hu.e taa.nbe ke jaise
Janan Malik
Ghazal
gar tum naqaab uThaa.o ruKH-e-taab-daar se
KHurshiid kaa ho da.avaa-e-nuur-o-ziyaa Galat








