SEARCH RESULTS
Showing search results for "taar-e-nigaah-e-huur"
Ghazal MATCHES FOR "taar-e-nigaah-e-huur"
Ghazal
likhtaa huu.n us parii kii sifat chashm-e-shoKH kii
taar-e-nigaah-e-huur ho mistar ke vaaste
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
taar-e-nigaah-e-lutf se pahle rafuu kare.n
phir mere zaKHm-e-dil kii davaa chaara-juu kare.n
Shola Kararvi
Ghazal
to.D kar taar-e-nigah kaa silsila jaataa rahaa
KHaak Daal aa.nkho.n me.n merii qaafila jaataa rahaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
teG-e-nigah-e-diida-e-KHuu.n-KHaar nikaalii
kyuu.n aap ne ushshaaq pe talvaar nikaalii
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
tiir-e-nigaah-e-naaz kaa ghaayal jigar nahii.n
dil KHaana-e-KHudaa hai kisii but kaa ghar nahii.n
Sanjar Ghazipuri
Ghazal
daur-e-nigaah-e-saaqii-e-mastaana ek hai
paimaane do hai.n gardish-e-paimaana ek hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
Tabeeb Arvi
Ghazal
kar rahaa hai saamnaa tiir-e-nigaah-e-naaz kaa
allah allah ye kaleja aashiq-e-jaa.nbaaz kaa
Fazal Husain Sabir
Ghazal
Darte hai.n chashm o zulf o nigaah o adaa se ham
har dam panaah maa.ngte hai.n har balaa se ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
payaam-e-yaas na de ai nigaah-e-yaar mujhe
rakh iztiraab kii KHaatir umiid-vaar mujhe
Mani Jayasi
Ghazal
ai nigaah-e-dost ye kyaa ho gayaa kyaa kar diyaa
pahle pahle raushnii dii phir a.ndheraa kar diyaa
Mahirul Qadri
Ghazal
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
lutf-e-nigaah-e-naaz kii tohmat uThaa.e kaun
kuchh der kii bahaar ko KHaatir me.n laa.e kaun
Shakeel Badayuni
Ghazal
e'tibaar-e-nigah-e-yaar ne dam to.D diyaa
aaj ik hijr ke biimaar ne dam to.D diyaa
Hayat Amrohvi
Ghazal
mast-e-nigaah-e-naaz kaa armaa.n nikaaliye
be-KHud banaa ke bazm se ai jaa.n nikaaliye
Sahir Dehlavi
Ghazal
sharminda-e-nigaah-e-karam ho ke rah gayaa
shikva zabaa.n pe shukr-e-sitam ho ke rah gayaa
Maikash Akbarabadi
Ghazal
shauq-e-nigaah-e-diid kaa haasil hai aa.ina
is baar aa.ine ke muqaabil hai aa.ina