SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabassum"
Ghazal MATCHES FOR "tabassum"
Ghazal
ashko.n ke tabassum me.n aaho.n ke tarannum me.n
ma.asuum mohabbat kaa ma.asuum fasaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
phir kaun bhalaa daad-e-tabassum unhe.n degaa
ro.e.ngii bahut mujh se bichha.D kar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
itnaa sach bol ki ho.nTo.n kaa tabassum na bujhe
raushnii KHatm na kar aage a.ndheraa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
sau baar chaman mahkaa sau baar bahaar aa.ii
duniyaa kii vahii raunaq dil kii vahii tanhaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
azaab jin kaa tabassum savaab jin kii nigaah
khi.nchii hu.ii hai.n pas-e-jaa.n ye suurate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
vaqt ho.nTo.n se mire vo bhii khurach kar le gayaa
ik tabassum jo thaa duniyaa ko dikhaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
kab baar-e-tabassum mire ho.nTo.n se uThegaa
ye bojh bhii lagtaa hai uThaa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
be-ro.e misl-e-abr na niklaa Gubaar-e-dil
kahte the un ko barq-e-tabassum ha.nsii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
dekhne vaalo tabassum ko karam mat samjho
unhe.n to dekhne vaalo.n pe ha.nsii aatii hai