SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabedar"
Ghazal MATCHES FOR "tabedar"
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ham aa ga.e hai.n tah-e-daam to nasiib apnaa
vagarna us ne to phe.nkaa thaa jaal vaise hii
Ahmad Faraz
Ghazal
gesuu-e-taabdaar ko aur bhii taabdaar kar
hosh o KHirad shikaar kar qalb o nazar shikaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
'barq' uftaada vo huu.n saltanat-e-aalam me.n
taaj-e-sar ijz se naqsh-e-kaf-e-paa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
KHabar 'iqbaal' kii laa.ii hai gulistaa.n se nasiim
nau-giraftaar pha.Daktaa hai tah-e-daam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n vo sho.ala thaa jise daam se to zarar na thaa
pa jo vasvase tah-e-daam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
ab apne-aap ko Dhuu.nDe.n kahaa.n kahaa.n jaa kar
adam se taa-ba-adam apnaa naqsh-e-paa niklaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
sayyaad shaadmaa.n hai magar ye to soch le
mai.n aa gayaa ki saaya tah-e-daam aa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
tire na aaj ke aane me.n sub.h ke mujh paas
hazaar jaa.e ga.ii tab-e-bad-gumaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
u.Dte u.Dte hii bikhar jaa.e.n par-o-baal ai kaash
taa.ir-e-jaa.n ko tah-e-daam na hone duu.ngaa
Sabir Zafar
Ghazal
vo taab-e-dard vo saudaa-e-intizaar kahaa.n
unhii ke saath ga.ii taaqat-e-shakebaa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
na muraad hogii puurii kabhii un shikaariyo.n kii
mujhe dekhnaa jo 'zaahid' tah-e-daam chaahte hai.n
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
dil pech se na turra-e-pur-KHam ke chhuT sakaa
baalaa-ravii se murG tah-e-daam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
Danish Naqwi
Ghazal
'momin' vo Gazal kahte hai.n ab jis se ye mazmuun
khul jaa.e ki tark-e-dar-e-but-KHaana kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
dast-e-sayyaad talak bhii na mai.n pahu.nchaa jiitaa
be-qaraarii ne liyaa mujh ko tah-e-daam bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
na laa.ii shoKHi-e-andesha taab-e-dard-e-naumiidii
kaf-e-afsos sau din 'ahd tajdiid-e-tamannaa hai