SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabele"
Ghazal MATCHES FOR "tabele"
Ghazal
ab rahtaa hai jis me.n ba.De sarkaar kaa kumba
daalaan to gho.De ke tabele ke liye thaa
Ramz Azimabadi
Ghazal
dariyaa band kiyaa hai kuuze me.n 'tahziib'
ik chaabii se saare taale khole hai.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
bik jaate hai.n ham aap mataa-e-suKHan ke saath
lekin ayaar-e-taba.a-e-KHariidaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
tire maqaam ko anjum-shanaas kyaa jaane
ki KHaak-e-zinda hai tuu taaba-e-sitaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
dekho vo bhii hai.n jo sab kah sakte the
dekho un ke mu.nh par taale ab bhii hai.n
Zehra Nigaah
Ghazal
sair-e-mahtaab-o-kavaakib se tabassum taa-bake
ro rahii hai vo kisii kii sham-e-turbat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
Azhar Faragh
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
kaafir hai to hai taaba-e-taqdiir musalmaa.n
momin hai to vo aap hai taqdiir-e-ilaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo mire aKHtar-e-taale kii hai vaazhuu.n gardish
ki falak ko bhii niguu.n-saar liye phirtii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
chaa.e kii pyaalii me.n niilii tablet gholii
sahme sahme haatho.n ne ik kitaab phir kholii
Bashir Badr
Ghazal
ham ba.De naaz se aa.e the tirii mahfil me.n
kyaa KHabar thii lab-e-iz.haar pe taale ho.nge
Parwaz Jalandhari
Ghazal
ta.abiir-e-husn hai dil-e-majruuh kaa lahuu
chhii.nTe pa.De to ban ga.ii.n tasviire.n ishq kii
Saghar Siddiqui
Ghazal
shikasta aa.ina dekhaa phir apnaa dil dekhaa
dikhaa.ii dii mujhe taabiir-e-KHvaab KHvaab ke saath