SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabiib"
Ghazal MATCHES FOR "tabiib"
Ghazal
is re.ngtii hayaat kaa kab tak uThaa.e.n baar
biimaar ab ulajhne lage hai.n tabiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
goyaa tumhaarii yaad hii meraa ‘ilaaj hai
hotaa hai pahro.n zikr tumhaaraa tabiib se
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
ilaaj kyaa kare.n hukamaa tap-e-judaa.ii kaa
sivaa.e vasl ke is kaa ko.ii tabiib na ho
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tabiib ne ko.ii tafsiil to bataa.ii nahii.n
bahut jo puuchhaa to itnaa kahaa udaasii hai
Irfan Sattar
Ghazal
tabiib-e-ishq ne dekhaa mujhe to farmaayaa
tiraa maraz hai faqat aarzuu kii be-niishii
Allama Iqbal
Ghazal
tabiib kahtaa thaa paagal ko kuchh bhii yaad nahii.n
gale se mai.n ne lagaayaa to baap rone lagaa
Shahzad Qais
Ghazal
ishq hai daarushshifaa aur dard hai is kaa tabiib
jo nahii.n is maraz kaa taalib sadaa ranjuur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
judaa na dard-e-judaa.ii ho gar mire aazaa
huruuf-e-dard kii suurat huu.n ai tabiib judaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
rakhtaa na kyuu.n mai.n ruuh o badan us ke saamne
vo yuu.n bhii thaa tabiib vo yuu.n bhii tabiib thaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
daanish-mandii hai vo karnaa jo bhii kahe tabiib
nusKHe jeb me.n rakhne se biimaar badalte na.ii.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
tabiib-e-ishq kii dukkaa.n me.n Dhuu.nDte phirte
ye dardmand-e-mohabbat tirii davaa ke liye
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kuchh tap-e-Gam ko ghaTaa kyaa faa.eda is se tabiib
roz nusKHe me.n agar KHurfa ghaTe kaahuu ba.Dhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
tabiib tum ko bhulaane kaa kar rahaa hai ilaaj
maraz hu.aa hai puraanaa ko.ii davaa na lage
Asra Rizvi
Ghazal
Sabir
Ghazal
kyaa dekhtaa hai haath miraa chho.D de tabiib
yaa.n jaan hii badan me.n nahii.n nabz kyaa chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
khulaa hai naam pe kaise tabiib ke lekin
ye zaKHm vo hai ki maa.nge nahii.n rafuu honaa