SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabkhaal"
Ghazal MATCHES FOR "tabkhaal"
Ghazal
bad-gumaanii na ho kyuu.n tab ke ga.e par afzuu.n
dekh ukh.De lab-e-ma.ashuuq ke tabKHaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jo mire lab par hu.aa hasrat kaa KHuun
vo buKHaar-e-shauq kaa tabKHaal hai
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
KHush-numaa yaa bad-numaa ho dahr kii har chiiz me.n
'josh' kii taKH.iil kahtii hai ki nudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
tum is KHaraabe me.n chaar chhe din Tahal ga.ii ho
so ain-mumkin hai dil kii haalat badal ga.ii ho
Umair Najmi
Ghazal
hausla ho to u.Do mere tasavvur kii tarah
merii taKH.iil ke gulzaar-e-jinaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ek tabqa to ka.ii nasl se is duniyaa se
KHvaab aa.nkho.n me.n sajaataa hai chalaa jaataa hai
Jahanzeb Sahir
Ghazal
chhi.D jaa.e to tabqaat kii ab ja.ng 'saliim'
kuchh bhii ho magar ham ko na zahmat dii jaa.e
Saleem Kausar
Ghazal
ka.aba-e-madd-e-nazar qibla-numaa hai taa-haal
kuu-e-jaanaa.n kii taraf dil nigaraa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kab se Tahal rahe hai.n garebaan khol kar
KHaalii ghaTaa ko kyaa kare.n barsaat bhii to ho
Adil Mansuri
Ghazal
ye uupar kaa tabqa KHalaa hii KHalaa hai
havaa o havas ke Gubaare chalaa chal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
apne alfaaz se tajsiim karuu.ngaa tujh ko
mujh pe vaa ho merii taKH.iil me.n rahne vaale
Shahid Kamal
Ghazal
taKH.iil kii hado.n kaa ta.ayyun na ho sakaa
lekin muhiit-e-ziist bahut ta.ng rah gayaa