SEARCH RESULTS
Showing search results for "tah-e-chaah-e-zaqan"
Ghazal MATCHES FOR "tah-e-chaah-e-zaqan"
Ghazal
jaise ku.e.n me.n ho ko.ii taaraa chamak rahaa
dil suujhtaa hai yuu.n tah-e-chaah-e-zaqan mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dekhte hai.n taraf-e-chaah-e-zaqan ulfat se
muft me.n ham ko Dubotii hai.n hamaarii aa.nkhe.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
kabhii gul khaa.e kisii ne ku.n.e.n jhaa.nkaa ko.ii
aariz o chaah-e-zaqan me.n jo hu.e til do-chaar
Ahmad Hasan Fida
Ghazal
apne gesuu-e-rasaa se yaar rassii kii tarah
baa.ndhtaa hai aashiq-e-chaah-e-zaqan ke haath paa.nv
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
gayaa jo taalib-e-chaah-e-zakan dil-e-betaab
ku.n.e.n pe tishna-lab aataa hai aab ho ki na ho
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
fitne chhupe hu.e hai.n gesuu-e-pur-shikan me.n
tuGyaaniyaa.n bapaa hai.n aab-e-chah-e-zaqan me.n
Jauhar Deobandi
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
nashiilii Tho.Dii tabassum taraazuu chaah-e-zaqan
KHamiida KHandaa.n KHajista KHumaar patlii galii
Shahzad Qais
Ghazal
jhaa.nke ku.nve.n hazaaro.n rahii tab' baavlii
jab tak KHayaal me.n tiraa chaah-e-zaqan rahaa
Fazal Husain Sabir
Ghazal
hauz-e-aa.iina se favvaara nazaakat kaa chhuTe
raunaq-afzaa jo ho vo chaah-e-zaqan aa.iine me.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
asiir ho gayaa dil gesu.o.n me.n KHuub hu.aa
chalaa thaa Duub ke marne chah-e-zaqan kii taraf
Nazm Tabatabai
Ghazal
ho.nge aziiz KHalq kii nazro.n me.n dekhnaa
gir kar bhii apne yaar ke chaah-e-zaqan me.n ham
Aish Dehlvi
Ghazal
sabza-e-KHat ne tire raah me.n gheraa mujh ko
Garq mai.n ho na sakaa chaah-e-zaqan bhuul gayaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
jaan-e-KHasta ko hai darkaar tiraa chaah-e-zaqan
jaa ke utregii ye sadiyo.n kii thakan paanii me.n
Nasreen Syed
Ghazal
chaah-e-zaqan se un ke sairaab to hu.e ham
miiThe ku.o.n se achchhaa khaaraa ku.aa.n hamaaraa