SEARCH RESULTS
Showing search results for "tah-e-chaah-e-zaqan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tah-e-chaah-e-zaqan"
Sher
hai KHaal yuu.n tumhaare chaah-e-zaqan ke andar
jis ruup ho kanhayyaa aab-e-jaman ke andar
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
jaise ku.e.n me.n ho ko.ii taaraa chamak rahaa
dil suujhtaa hai yuu.n tah-e-chaah-e-zaqan mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dekhte hai.n taraf-e-chaah-e-zaqan ulfat se
muft me.n ham ko Dubotii hai.n hamaarii aa.nkhe.n
Taashshuq Lakhnavi
PAGE MATCHES FOR "tah-e-chaah-e-zaqan"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
tah-e-chaah-e-zaqan
तह-ए-चाह-ए-ज़क़न تَہِ چاہِ ذَقَن
bottom of pit of chin, dimple
MORE MATCHES FOR "tah-e-chaah-e-zaqan"
Ghazal
apne gesuu-e-rasaa se yaar rassii kii tarah
baa.ndhtaa hai aashiq-e-chaah-e-zaqan ke haath paa.nv
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
gayaa jo taalib-e-chaah-e-zakan dil-e-betaab
ku.n.e.n pe tishna-lab aataa hai aab ho ki na ho
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
fitne chhupe hu.e hai.n gesuu-e-pur-shikan me.n
tuGyaaniyaa.n bapaa hai.n aab-e-chah-e-zaqan me.n
Jauhar Deobandi
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
nashiilii Tho.Dii tabassum taraazuu chaah-e-zaqan
KHamiida KHandaa.n KHajista KHumaar patlii galii
Shahzad Qais
Ghazal
jhaa.nke ku.nve.n hazaaro.n rahii tab' baavlii
jab tak KHayaal me.n tiraa chaah-e-zaqan rahaa
Fazal Husain Sabir
Rubai
dil dekh use jis gha.Dii be-taab hu.aa
aur chaah-e-zaqan se misl-e-girdaab hu.aa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hauz-e-aa.iina se favvaara nazaakat kaa chhuTe
raunaq-afzaa jo ho vo chaah-e-zaqan aa.iine me.n

