SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahaffuzaat"
Ghazal MATCHES FOR "tahaffuzaat"
Ghazal
duuriyo.n kaa sabab jo ban gaye hai.n
duur vo sab tahaffuzaat kare.n
Syed Naved Haider Jaffery
Ghazal
tahaffuzaat kii KHaatir jo sar pe rakkhii thii.n
banii hai.n baar-e-garaa.n ab vahii chhate.n kaisii
Seemab Sultanpuri
Ghazal
ibaadato.n kaa tahaffuz bhii un ke zimme hai
jo masjido.n me.n safari pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
aurat huu.n magar suurat-e-kohsaar kha.Dii huu.n
ik sach ke tahaffuz ke liye sab se la.Dii huu.n
Farhat Zahid
Ghazal
lii thii mauhuum tahaffuz ke gharau.nde me.n panaah
ret jab bikhrii to haalaat samajh me.n aa.e
Ibrat Machlishahri
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
khii.nch laayaa tujhe ehsaas-e-tahaffuz mujh tak
ham-safar hone kaa teraa bhii iraada kab thaa
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
yaqii.n nahii.n hai tahaffuz kaa ab kisii ko 'KHumaar'
har ek zehn me.n hai.n ehtimaal jitne hai.n
Suleman Khumar
Ghazal
ab apne sar kaa tahaffuz bhii aap KHud kiije
fazaa me.n aap ne patthar bhii KHud uchhaalaa thaa
Azhar Inayati
Ghazal
vo mujh se apne tahaffuz kii bhiik le ke gayaa
aur ab usii ne nishaane me.n rakh liyaa hai mujhe
Faisal Ajmi
Ghazal
tahaffuz-e-dar-o-diivaar kaar-e-mushkil hai
jhulas gayaa hai badan saa.ebaa.n banaate hu.e
Zakia Ghazal
Ghazal
saahilii log tahaffuz kii du.aa maa.ngte hai.n
ye safiine tire tuufaan se kab nikle.nge
Shakeel Azmi
Ghazal
Mustafa Shahab
Ghazal
us se kahnaa mujhe haasil hai tahaffuz Gaibii
jo pas-e-parda-e-be-chaak mirii taak me.n hai
Asim Wasti
Ghazal
be-vaj.h tahaffuz kii zaruurat bhii nahii.n hai
aisii mire andar ko.ii aurat bhii nahii.n hai
Shabnam Shakeel
Ghazal
khulii fazaa me.n vo Dar thaa ki par khule hii nahii.n
'ajab yaqiin-e-tahaffuz dar-e-qafas tak thaa
Umair Najmi
Ghazal
bachaa liyaa hai jo sar apnaa saKHt naadim hai.n
magar ye apnaa tahaffuz to be-iraada kiyaa
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
apne jazbaat ke paakiiza tahaffuz ke liye
kabhii malbuus kabhii garm ridaa.e.n ham log