SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahammul"
Ghazal MATCHES FOR "tahammul"
Ghazal
ba.De tahammul se rafta rafta nikaalnaa hai
bachaa hai jo tujh me.n meraa hissa nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
tahammul ai mohabbat hijr pathriilaa ilaaqa hai
tujhe is raaste par tez-raftaarii nahii.n karnii
Afzal Khan
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
dil-saKHtiyo.n se aa.ii tabii.at me.n naazukii
sabr-o-tahammul-e-qalaq-e-jaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
is said-e-muztarib ko tahammul se zab.h kar
daamaan o aastii.n na lahuu me.n laThe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
'akmal' aaj kaa insaa.n kitnaa be-tahammul hai
dil me.n kuchh KHalish ubhrii aur daaG dii saazish
Akmal Imaam
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
do din kii jo baaqii hai tahammul se basar kar
jo honaa hai ho jaa.egaa sochaa nahii.n karte
Shohrat Bukhari
Ghazal
jafaa.e.n na kiije na kiije na kiije
tahammul kii ab mujh ko taaqat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa KHabar 'siimaab' kab ghabraa ke de de apnii jaan
zabt go ab tak tahammul-kosh hai tere baGair
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Mohammad Hazim Hassan
Ghazal
har ek shaKHs jahaa.n intiqaam le rahaa thaa
vahaa.n mai.n sabr-o-tahammul se kaam le rahaa thaa
Ismail Raaz
Ghazal
qaafile vaalo.n ke is sabr-o-tahammul ko salaam
ko.ii aasaan hai rahzan ko bhii rahbar kahnaa