SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahammul"
Nazm MATCHES FOR "tahammul"
Nazm
iman
aur tahammul kaa zaKHmii parinda
aaj banduuq kii naaliyo.n me.n pa.Daa so rahaa hai
Ashfaq Husain
Nazm
ek sitara aadarsh ka
mahfile.n aaraasta pairaasta
jin kaa tahammul sehr-kaar
Shafiq Fatima Shera
Nazm
kiran se ek mukalima
tahammul se yaqii.n aur hausle ko
bhar ke apne narm lahje me.n kahaa
Humaira Rahat
Nazm
shair ki tamanna
ai malika-e-afkaar daraKHshaan-e-taKHayyul
ai chaa.ndnii-e-zulmat-e-shab jaan-e-taGazzul
Asad Rizvi
Nazm
target killing
chuu.Dii vaale ne tahammul se kahaa
vaise KHatra Tal chukaa hai itnaa mat ghabraa.iye
Ishrat Afreen
Nazm
sukun
ta.Dap rahe hai.n jo tuufaa.n mire KHayaalo.n me.n
vo band-e-zabt-o-tahammul se aa na Takraa.e.n
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
daam-e-siimiin-e-taKHayyul hai miraa aafaaq-giir
kar liyaa hai jis se terii yaad ko mai.n ne asiir
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
fikr-e-insaa.n par tirii hastii se ye raushan hu.aa
hai par-e-murG-e-taKHayyul kii rasaa.ii taa-kujaa
Allama Iqbal
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
naapaid tire bahr-e-taKHayyul ke kinaare
pahu.nche.nge falak tak tirii aaho.n ke sharaare
Allama Iqbal
Nazm
patthar
jis me.n sadiyo.n ke tahayyur ke pa.De ho.n Dore
kyaa tujhe ruuh ke patthar kii zaruurat hogii
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
apne Gam-KHaana-e-taKHayyul me.n
tujh se hotii hai guftuguu ab bhii
Saifuddin Saif
Nazm
ek rah-guzar par
shabaab jis se taKHayyul pe bijliyaa.n barse.n
vaqaar jis kii rafaaqat ko shoKHiyaa.n tarse.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek taswir-e-rang
zaKHm-KHurda hai.n taKHayyul kii u.Daane.n terii
tere giito.n me.n tirii ruuh ke Gam palte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
shu.uur-e-hind ke bachpan kii yaadgaar-e-aziim
ki aise vaise taKHayyul kii saa.ns ukha.D jaa.e