SEARCH RESULTS
Showing search results for "takaa"
Ghazal MATCHES FOR "takaa"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
lamha-dar-lamha tirii raah takaa kartii hai
ek khi.Dkii tirii aamad kii du.aa kartii hai
Abbas Qamar
Ghazal
har vaqt khilte phuul kii jaanib takaa na kar
murjhaa ke pattiyo.n ko bikharte hu.e bhii dekh
Mohammad Alvi
Ghazal
vo bhii kyaa daur the saaqii tire mastaano.n ke
raaste raah takaa karte the mai-KHaano.n ke
Qamar Jalalvi
Ghazal
kuchh logo.n ko ruKHsat bhii kiyaa kartii hai zaalim
rasta bhii takaa kartii hai ye shaam kisii kaa
Ain Tabish
Ghazal
'aks har roz kisii Gam kaa pa.Daa kartaa hai
dil vo aa.iina ki chup-chaap takaa kartaa hai
Bashar Nawaz
Ghazal
Sandeep Thakur
Ghazal
ab barq-e-nasheman ko har shaaKH se kyaa matlab
jis shaaKH ko taakaa thaa vo shaaKH jalaa Daalii
Fani Badayuni
Ghazal
dasht mar.uub hai kitnaa mirii viiraanii se
mu.nh takaa kartaa hai har dam miraa hairaanii se
Aslam Mahmood
Ghazal
aa.nkh us ne milaa.ii ta.Dap uTThaa dil-e-muztar
taakaa thaa kahii.n aur pa.Daa tiir kahii.n aur
Jaleel Manikpuri
Ghazal
meraa dil taakaa gayaa jaur o jafaa ke vaaste
jab ki puure rang par un kii javaanii ho chukii
Behzad Lakhnavi
Ghazal
duKHtar-e-raz sach bataa terii nazar kis par pa.Dii
TaTTiyo.n kii aa.D me.n se kis ko taakaa kaun hai
Aagha Akbarabadi
Ghazal
kuchh aur bhii ba.Dh jaatii hai.n hairaaniyaa.n dil kii
sau baar kahaa hai ki na aa.iina takaa kar
Hasan Abbas Raza
Ghazal
allaah ke mahbuub kii nazro.n me.n hai e.ajaaz
siine me.n jo allaah kaa ghar thaa use taakaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
ab tak to kabhii be-mai-o-ma.ashuuq na guzrii
aa.inda razaa-mand huu.n maalik kii razaa par