SEARCH RESULTS
Showing search results for "takaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "takaa"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
lamha-dar-lamha tirii raah takaa kartii hai
ek khi.Dkii tirii aamad kii du.aa kartii hai
Abbas Qamar
PAGE MATCHES FOR "takaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "takaa"
Nazm
raat sunsan hai
saamne taaq pe rakkhii hu.ii do tasviire.n
aksar auqaat mujhe pyaar se yuu.n taktii hai.n
Mustafa Zaidi
Nazm
masjid
ek viiraan sii masjid kaa shikasta saa kalas
paas bahtii hu.ii naddii ko takaa kartaa hai
Akhtarul Iman
Ghazal
vo bhii kyaa daur the saaqii tire mastaano.n ke
raaste raah takaa karte the mai-KHaano.n ke
Qamar Jalalvi
Sher
har vaqt khilte phuul kii jaanib takaa na kar
murjhaa ke pattiyo.n ko bikharte hu.e bhii dekh
Mohammad Alvi
Ghazal
kisii du.aa ke liye haath uThe hu.e 'shaahid'
kisii diye ke liye taaqcha banaa hu.aa hai
Shahid Zaki
Ghazal
kuchh logo.n ko ruKHsat bhii kiyaa kartii hai zaalim
rasta bhii takaa kartii hai ye shaam kisii kaa
Ain Tabish
Ghazal
'aks har roz kisii Gam kaa pa.Daa kartaa hai
dil vo aa.iina ki chup-chaap takaa kartaa hai
Bashar Nawaz
Ghazal
Sandeep Thakur
Ghazal
ab barq-e-nasheman ko har shaaKH se kyaa matlab
jis shaaKH ko taakaa thaa vo shaaKH jalaa Daalii
Fani Badayuni
Ghazal
dasht mar.uub hai kitnaa mirii viiraanii se
mu.nh takaa kartaa hai har dam miraa hairaanii se
Aslam Mahmood
Ghazal
aa.nkh us ne milaa.ii ta.Dap uTThaa dil-e-muztar
taakaa thaa kahii.n aur pa.Daa tiir kahii.n aur









