SEARCH RESULTS
Showing search results for "takaa"
Nazm MATCHES FOR "takaa"
Nazm
raat sunsan hai
saamne taaq pe rakkhii hu.ii do tasviire.n
aksar auqaat mujhe pyaar se yuu.n taktii hai.n
Mustafa Zaidi
Nazm
masjid
ek viiraan sii masjid kaa shikasta saa kalas
paas bahtii hu.ii naddii ko takaa kartaa hai
Akhtarul Iman
Nazm
hawa aur suraj ka muqabla
ik musaafir apnii dhun me.n thaa ravaa.n
us ko in dono.n ne taakaa naa-gahaa.n
Ismail Merathi
Nazm
raushni ke minar
aur ham hai.n ki phiraa karte hai.n
har larazte hu.e saa.e kaa ta.aaqub karte
Muneebur Rahman
Nazm
karachi ke mushaere mein Daka
ye kis ne bazm-e-adab ke sukuun ko taakaa
mushaa.eron me.n bhii pa.Dne lagaa hai ab Daaka
Khalid Irfan
Nazm
guftugu
mai.n ne kahaa ki dhuup me.n garmii me.n kyaa kare.n
bole ki ghar me.n biivii kii suurat takaa kare.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
shararat ka maza
thii nisvaar kii bhii vahii.n ek Dibiyaa
rashiida ne un dono.n chiizo.n ko taakaa
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
baz-did
har guzarte hu.e lamhe ko takaa kartii hai.n
KHud-farebii se ham-aaGosh rahaa kartii hai.n
Muneebur Rahman
Nazm
nizam-e-shamsi
us ne apne safed papoTe jhapkaa.e
maTyaalii aa.nkho.n se puure aasmaan ko taakaa
Shahnaz Nabi
Nazm
zindagi
ek jaabir ne kahaa jaur-o-jafaa hai zindagii
taalib-e-sarvat kahe paisa Takaa hai zindagii
Shaheen Bhatti
Nazm
KHub-surat moD
ta'alluq bojh ban jaa.e to us ko to.Dnaa achchhaa
vo afsaana jise anjaam tak laanaa na ho mumkin
Sahir Ludhianvi
Nazm
shikwa
ek bulbul hai ki mahv-e-tarannum ab tak
us ke siine me.n hai naGmo.n kaa talaatum ab tak
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai