SEARCH RESULTS
Showing search results for "takabbur"
Ghazal MATCHES FOR "takabbur"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
yuu.n takabbur na karo ham bhii hai.n bande us ke
sajde but karte hai.n haamii jo KHudaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
mizaaj me.n thaa takabbur to harkato.n me.n Guruur
phir aise shaKHs ko ham bhii salaam kyaa karte
Rais Siddiqui
Ghazal
pur-Guruur o pur-takabbur pur-jafaa o pur-sitam
pur-fareb o pur-daGaa pur-makr o pur-fan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
duur rahte hai.n takabbur kii havaa se lekin
ijz ko Gaafil-e-Gairat nahii.n ham kar sakte
Jaleel 'Aali'
Ghazal
aa na jaa.e kahii.n lahje me.n takabbur yaa-rab
mere ba.Dhte hu.e qad ko zaraa chhoTaa kar de
Aalam Nizami
Ghazal
udhar hai.n shikve takabbur anaa KHudaa aur husn
idhar hai.n ashk-e-nadaamat qazaa namaaz aur ishq
Ammar Yasir Migsi
Ghazal
qurb-e-saahil ke takabbur me.n jo kashtii Duubii
ko.ii chhoTaa saa babuula bhii na saahil se uThaa
Shaad Aarfi
Ghazal
mujh ko saadaat kii nisbat ke sabab mere KHudaa
aajizii denaa takabbur kii adaa mat denaa
Seen Sheen Alam
Ghazal
pesh-KHema hai.n tanazzul kaa takabbur aur Guruur
martaba chaaho to pahle inkisaarii siikh lo
Majid Deobandi
Ghazal
Nusrat Mehdi
Ghazal
vo ho gayaa hai takabbur kii be.Diyo.n me.n asiir
use KHabar hii nahii.n aaftaab Dhalte hai.n
Mahwar Sirsivi
Ghazal
ye nazaakat ye dikhaavaa ye takabbur achchhaa
yaa'nii daulat se bhii me'yaar badal jaataa hai
Aadil Rahi
Ghazal
takabbur naa-gavaarii kaa sabab hai
ibaadat aajizii bhii chaahtii hai
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
tiraa mizaaj takabbur kaa shaaKHsaana thaa
ta'alluqaat kaa manzar badal hii jaanaa thaa
Munir Anwar
Ghazal
ik rasm-e-takabbur hai so is daur ke insaa.n
jebo.n me.n liye phirte hai.n pahchaan hazaaro.n
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
zo.am sajdo.n kaa jabii.n par na sajaa.e phiriye
ye takabbur bhii gunahgaar banaa saktaa hai
Hanif Danish Indori
Ghazal
takabbur kaa safiina ai sitamgar Duub jaataa hai
anaa ke ek qatre me.n samundar Duub jaataa hai