SEARCH RESULTS
Showing search results for "takabbur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "takabbur"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
yuu.n takabbur na karo ham bhii hai.n bande us ke
sajde but karte hai.n haamii jo KHudaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
Mehshar Afridi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "takabbur"
Ghazal
mizaaj me.n thaa takabbur to harkato.n me.n Guruur
phir aise shaKHs ko ham bhii salaam kyaa karte
Rais Siddiqui
Ghazal
pur-Guruur o pur-takabbur pur-jafaa o pur-sitam
pur-fareb o pur-daGaa pur-makr o pur-fan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Sher
mujh ko saadaat kii nisbat ke sabab mere KHudaa
aajizii denaa takabbur kii adaa mat denaa
Seen Sheen Alam
Ghazal
duur rahte hai.n takabbur kii havaa se lekin
ijz ko Gaafil-e-Gairat nahii.n ham kar sakte
Jaleel 'Aali'
Ghazal
aa na jaa.e kahii.n lahje me.n takabbur yaa-rab
mere ba.Dhte hu.e qad ko zaraa chhoTaa kar de
Aalam Nizami
Ghazal
udhar hai.n shikve takabbur anaa KHudaa aur husn
idhar hai.n ashk-e-nadaamat qazaa namaaz aur ishq
Ammar Yasir Migsi
Ghazal
qurb-e-saahil ke takabbur me.n jo kashtii Duubii
ko.ii chhoTaa saa babuula bhii na saahil se uThaa
Shaad Aarfi
Ghazal
mujh ko saadaat kii nisbat ke sabab mere KHudaa
aajizii denaa takabbur kii adaa mat denaa