SEARCH RESULTS
Showing search results for "takhte"
Ghazal MATCHES FOR "takhte"
Ghazal
mil mujh se ai parii tujhe qur.aan kii qasam
detaa huu.n tujh ko taKHt-e-sulaimaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ham faqiiro.n ko isii KHaak se nisbat hai bahut
ham na baiThe.nge tire taKHt-e-sulaimaanii par
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
boriyaa saath na jaa.egaa na taKHt-e-sultaa.n
sab baraabar hai.n bashar KHalq se jaane vaale
Mirza Raza Barq
Ghazal
phaile hu.e vo ghaas ke taKHte na the vahaa.n
dar-asl ek silsila-vaar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
kashtii na.ii banii ki uThaa le gayaa ko.ii
taKHte jo lag ga.e the kinaare kahaa.n ga.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
'saif' kyaa KHuub zamaane kii havaa badlii hai
taKHt-e-taa.uus pe aa baiThe hai.n darbaan yahaa.n
Saifuddin Saif
Ghazal
Dr. Azam
Ghazal
kab talak shahr kii galiyo.n me.n phiroge yaaro
aasmaano.n pe u.Do taKHt-e-sulaimaa.n kii tarah
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
taKHt-e-fir.aun pe baiThe hai.n jo insaa.n-dushman
ham se kahte hai.n unhe.n zill-e-ilaahii likhiye
Syeda Farhat
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
saaraa sabza thaa kisii maKHmalii bistar kii tarah
aur zamii.n ghaas ke taKHte pe thii sone vaalii
Javed Shaheen
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
laa idhar, saamne laa, TuuTii hu.ii kashtii ko
mai.n salaamat huu.n vo taKHte mujhe vaapas kar de
Fay Seen Ejaz
Ghazal
chashm be-KHvaab hu.ii shahr kii viiraanii se
dil utartaa hii nahii.n taKHt-e-sulaimaanii se