SEARCH RESULTS
Showing search results for "takkar"
Ghazal MATCHES FOR "takkar"
Ghazal
is mauj kii Takkar se saahil bhii laraztaa hai
kuchh roz to tuufaa.n kii aaGosh me.n pal jaa.e
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
jis ne qudrat ke har iqdaam se Takkar lii hai
vo pashiimaa.n na hu.aa jabr-e-mashiyyat ke sivaa
Aziz Warsi
Ghazal
Tanoj Dadhich
Ghazal
lutf aataa hai hame.n zulm se Takkar le kar
hashr barpaa na hu.aa haa.e qayaamat na milii
Shad Bilgavi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
unhe.n yaad rakhtii hai duniyaa ye 'madhuman'
jo lete hai.n duniyaa se Takkar akele
Madhu Madhuman
Ghazal
Irfan Abidi mantvi
Ghazal
yuu.n apnii saakh bachaa.ii kiyaa use uryaa.n
ki apnaa sheva nahii.n tuu-takaar kam se kam
Shamim Abbas
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
aaj saahil pe pahu.nch kar hii rahegii kashtii
aaj Takkar hai mire azm se tuufaano.n kii
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
tere rocket se bhii ai yaar mai.n letaa Takkar
mere qabze me.n agar taKHt-e-sulaimaa.n hotaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
Faiyaz Gwaliari
Ghazal
jii me.n hai aaj aa.nkh kii hasrat nikaal luu.n
kab tak ye aasmaan se Takkar zaraa zaraa