SEARCH RESULTS
Showing search results for "takne"
Ghazal MATCHES FOR "takne"
Ghazal
tumhaaraa naam aayaa aur ham takne lage rasta
tumhaarii yaad aa.ii aur khi.Dkii khol dii ham ne
Munawwar Rana
Ghazal
ham pe kar dhyaan are chaa.nd ko takne vaale
chaa.nd ke paas to mohlat hai sahar hone tak
Rehman Faris
Ghazal
aduu ke taakne ko tum idhar dekho udhar dekho
magar ham tum ko dekhe jaa.e.n tum chaaho jidhar dekho
Bekhud Dehlvi
Ghazal
mujhe hamesha se batri kah ke ha.nsne vaalii
tujhe hii takne se mujh ko chashma lagaa hu.aa hai
Khan Janbaz
Ghazal
aa.nkh bhii parda hai takne nahii.n paatii suuraj
dil bhii diivaar hai milne nahii.n detaa tujh se
Shahzad Ahmad
Ghazal
aa.nkhe.n rasta takne par maamuur hu.ii.n hai.n
dil se kaise yaad miTaa.e.n aap bataa.e.n
Fauziya rabab
Ghazal
'aish' batlaa to banaa hai dil-e-hairaa.n teraa
misl-e-aa.iina ye kis shakl ke takne ke liye
Aish Dehlvi
Ghazal
tum us kii raushnii takne me.n gum na ho jaanaa
vo ek lau hai tumhe.n aag bhii lagaa degii
Yunus Tahseen
Ghazal
aas bandhtii hai zaraa der use takne me.n
kaun kahtaa hai sar-e-arsh-e-barii.n kuchh bhii nahii.n
Amardeep Singh
Ghazal
chaa.nd takne kii tamannaa le ke vaapas aa gayaa
duusro.n ke ghar ko apnii chhat se uupar dekh kar
Sarmad Sahbai
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
Ibrahim Ashk
Ghazal
ab to vo KHabt mire ishq ko kah kar dekhe.n
KHud hii aa.iine ko takne lage hairaa.n ho kar
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
Wakil Akhtar
Ghazal
meraa rasta takne vaalaa ko.ii to ho
mere ghar me.n rahne vaalaa ko.ii to ho