SEARCH RESULTS
Showing search results for "tamaa.nche"
Ghazal MATCHES FOR "tamaa.nche"
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
aise tamaa.nche maaru.ngaa mu.nh me.n tire 'naziir'
gar tuu ne mujh se phir kahaa ek baar bas jii bas
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mu.nh par bhuuk tamaa.nche khaa kar baiThii hai
bhuuko.n ne kachre se khaanaa siikh liyaa
Muqaddas Malik
Ghazal
jo zard-ruu hai.n vo phuulo.n ko dekh kar apne
tamaa.nche maar ke ruKHsaar laal karne lage
Azbar Safeer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Alakh Niranjan
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
suuraj ke tamaa.nche se falak jaag gayaa hai
bistar se magar phir bhii sitaare nahii.n uThte
Wafa Naqvi
Ghazal
Muhammad Ayyub Zauqi
Ghazal
sab se zillat ke tamaa.nche khaa.e hai.n tere liye
chilchilaatii dhuup me.n ham saa.e hai.n tere liye
Shafique Saifi
Ghazal
huzuur-e-gul kiyaa tark-e-adab jo bulbul ne
sabaa ne mu.nh pe tamaa.nche lagaa.e hai.n kyaa kyaa
Khar Dehlavi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
zor yaaro aaj ham ne fat.h kii ja.ng-e-falak
yak tamaa.nche me.n kabuudii kar diyaa ra.ng-e-falak
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Mirza Rahimuddin Haya
Ghazal
rahaa yuu.nhii to kal mumkin hai 'taahir'
tamaa.nche jhuuT sachchaa.ii ke maare
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
maare hai.n Gam-e-ziist ne pur-dard tamaa.nche
lekin kisii manzil pe nahii.n thak ke giraa mai.n