SEARCH RESULTS
Showing search results for "tamaa.nche"
Nazm MATCHES FOR "tamaa.nche"
Nazm
musafir
qubuul kar mire chehre kii jhurriyaa.n jin me.n
kahii.n junuu.n kahii.n tahziib ke tamaa.nche hai.n
Mustafa Zaidi
Nazm
mustaqbil
ruKH pe tamaa.nche lagte hai.n
dard ke sahraa me.n ik la.Dkaa jo kal tak ik bachcha thaa
Shamim Hanafi
Nazm
parchhaiyan
ufuq pe KHuun-e-tamannaa-e-dil kii laalii hai
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
jo duusro.n se mai.n kah na paayaa
haraam kyaa hai halaal kyaa hai ye sab tamaashe hai.n muftiyo.n ke
Tariq Qamar
Nazm
barsat ki bahaaren
buu.ndo.n kii jhamjhamaavaT qatraat kii bahaare.n
har baat ke tamaashe har ghaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
ra.ng-e-aasuudgii ke tamaashe kahaa.n
jhuTpuTaa hai yahaa.n rahguzar rahguzar
Amjad Islam Amjad
Nazm
main aur shahr
sa.Dko.n pe be-shumaar gul-e-KHuu.n pa.De hu.e
pe.Do.n kii Daaliyo.n se tamaashe jha.De hu.e
Muneer Niyazi
Nazm
aKHroT ka peD aur ek nadan
tarbuuz ko dekho to zaraa sii hai bel
qudrat ne dikhaa.e hai.n tamaashe kyaa kyaa
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
adl-e-jahangiri
Gairat-e-husn se begam ne tamancha maaraa
KHaak par Dher thaa ik kushta-e-be-gor-o-kafan
Shibli Nomani
Nazm
bulbul
nishaan-e-hastii-e-mauhuum kuchh nahii.n teraa
use bhii vaqf-e-tamanna-e-yaar kar denaa!
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
wo harf-e-tanha
(bahisht rakh lo hame.n KHud apnaa javaab de do!)
jise tamannaa-e-vasl-e-m.anaa
Noon Meem Rashid
Nazm
nadamat
ik tamaashe kii tarah vaqt pe uryaa.n hote
apnii KHvaahish ko sar-e-bazm na rusvaa karte